part=2 the girl is continuing writing...... ha meri di..nupur bhushan..meri ma jaisi behen jisne meri maa ke janeke bad humesha mera khayal rakhha....mujhe apne baccheke ki tarah pyaar kia....us di keliye mane apni sabse bari khushi..sabse bari kimti cheeze...jo mere lie meri life me sabse anmol thi..jisne kahina kahi di ki jitni ya kahu di se bhi barkar jaga baana li thi meri life me....us cheeze ko mane kurbaan kar di..haste haste...has to nahi payi...par royi bohot....lekin di keliye hasna para....di mere lie sab thi...to woh mere lie jeneki waja....use lie ma jeeti thi..marti thi...hasti thi...roti thi..khush hoti ha..jisne mujuhe jeena sikhaya tha........woh aur koi nahi samrat tha!!! ha samrat...mera best frend.....special frend....sabse special jisne ek dost ki tarah meri zindagi me aya aur dheere dheere kab meri puri ki puri zindagi ban gaya pata bhi nahi chala............mujhe lagta tha ke samrat bhi mujhse utnahi pyaar karta ha jitna ma..par mera ye sapna usdin tutt gaya jisdin college ke last year ke prom nite me samrat ne merehi akhoke samne merihi di ko sabke samne propose kiaa......... now gunjan started to cry..a try escaped from her eye...she wiped it......n cleaned the paper were the tear fell......
usdin samrat ne pure college ke samne di ko propose kia..aur di ne ha bhi kaha.....ma ye dekkar ek zinda lash ki taarh reh gayi..esa laga kisine mere sapnoko chur karke bikhar diaa.......wahi hua..par di itni khush thi ke unke chehrese hasi jaisi gayab hi nahi horahithi....woh dekkar kahina kahi ma khush thi par jabhibi samrat ko dekhti thi meri hasi gayab hojati thi...par dosh samrat ka bhi nahi tha..use to mere bareme kuch pata bhi nahi tha....to woh kya karta?? fark sirf itna ha ke mane thik kia tha ke usse usidin sab bataungi..par kismat ka rup dekho..usidin samrat ne di ko apne pyar ka izhaar kia.....aur agle kuchhi haftome undonoki shadi hogayi....samrat mere sath pehle jaisehi rehta tha..par usse mye nahi pata tha ke uske lie meri feelings.....uske lie mera pyaar...kuch bhi nahi pata tha usse....mane kabhi kuch kaaha bhi nahi...mane apne pyaar ko bhulneki nbohot koshish ki par.....ye kabhi nahi hopaya aur nahi kabhi hopayega........samrat ke lie mera pyaar kabhi khatam hosakta.................
kissmaat ka mere sath ye kheel kya kaam tha...jo agle mahine kismaat ne ek au khel khelaa....isbaar uska nishana hua ma aur samrat....aur phass gayi meri bechari di...unhe to kuch pata bhi nahi tha....bina baat ke..meri di......hum sabko chodke chali gayii........................................mujhe ajbhi yaad ha woh raat..
flashback...
a storm night.......nupur was driving her car..n talking on the phone..she was looking tensed.....
g=hello di...tum kaha ho??? samrat ne kaha ke tum ghar pe nahi ho...esi mausam me tum kaha???
n=to samrat ne tujhe baat dia...ke ma baahar hu...
g=ha..di.....par tum ese kyu bat karrahiho??? aur tum ho kaha?????
n=tere ghar arahihu...
g=mere ghar par kyu di??????
n=tujhse kuch purani bate ha jo suljhani ha...kuch esi bate jo mujhe ab pata chali ha..
gunjan became worried...
g=par di.....
just then gunjan heard a sound of crashhh!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!
g=diiiiiiiiiiiiiiiiiii!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!! kyaa...hua??? helllo.......diii.....kyaa hua???? di bolo na.........di mujhse baat karo...di kuch to bolo......
flashback ends....
kyu???? kyu di..kyu tumne.....kyu????? uske baad shayed akhri baar hum sab ne di ko hospitaal me dekha tha,....samrat to ekdam kuch bolneke layak nahi tha....aur bolta bhi kya???????uski bolti to jaise...khatam thi.....di ne mujhe andaar bulaya tha....
flashback....
nupur was at the poiint of death..her forehead as bleeding..gunjan came crying n sat besid enupur...holded her hand...
g=dii......i...tumhe kuch...
n=tu...tune ..mujhse itni bari baat kyu chupayi.......gunjan????
g=mane......di.....
n=tu.,....uu.....sam...samratse....pyaar karti ha na?????? college...e....se??????
gunjan was hell shocked..the thing which she never let come on her mouth..nupur got to no...
n=tu.....tune....mujhse..ye chupaya.........meri..khsuhikeliyee.........
g=di.....
n=ab..aur jhoot maat bolnaa.........tune kia....ab meri bari ha.a........
g=nahi.....di...
n=tu...mujhse ek vaada,,.,...kar..........ma ab nahi jeene wali....meri..akhri iccha puri karde.....
g=di..tum esa kyu bolrahiho?????
n=vaada kar.....
g=ha...bolo....
n=mere janeke baad....tu samratse shadi karegi.....uski jevan sathi banegi..usse sahara degi aur woh pyaar....jiska woh haqdar ha.....gunjan...sam kabhi mera thahi nahi...tabhi dekhna bhagwan bhi mujhe usse dur karraha ha..kyu tum dono..."ek dusrekeliye bane ho...meant to be together....."/....vaada kar gunjan....
nupur started to breath faster.....gunjan got scred n holded her hand more tightly.....n promised her...
g=vaada karti hu.....di..i promise...
hearing this giving a smile..nupur closes her eyes...n falls in deep sleep...
g=dddiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiii...........................
flashback ends......
gunjan closes her eyes..n tears roll from here eyes...
mujhe ajbhi paat nahi chaala ke di ko mere pyaar ke bareme kaise paat chala??? par itna pata ha ke mujhe di ka vaada pura karna ha aur jo mujhe ksii bhi halat me karna ha.......par samrat usse ma kaise sambhalti??? woh dike begar........par baujike kehne par usne mujhse shadi karnekeliye ha kardi........
flashback...
b=beta tumhare pass ageki zzindagi..itna baar karobar.....apni life...apna ghar kaise....
s=thik ha papa....ma gunjan se shadi karnekeliye tayyar hu...
flashback ends..
sabko lagta tha ke samrat khush ha..par usne sirf papa keliye aur mere lie shadi keliye ha ki...aur mane bhi than li...ke samrat ko humesha khush rakhungi..di ka vaada nibhaungi..aur ajse mera woh vaada nibhaneka samay agaya ha....kyuki aj meri samrat ke sath shadi hui ha..aur ajjse me mrs samrat shergill hu..
then she closes the diary n gets up....we see ggunjan wearing a bridal saree....she wipes her tears n goes too the window...looks at the sky...
g=di apkse kia hua vaada mane aj pura kia ha...mane samratse shadi ki ha.....
then samrat comes in..he looks at gunjan who was looking a perfect bride..a fairy..he walks upto her....
s=chashmish....
gunjan turned around...
g=ha...
s=chashmish tum janti ho ke mane.,...ye shadi..
g=tumhe kuch kehneki zarurat nahi ha samrat..ma janti hu....samrat tumne ye sab mere lie aur papa ke lie kia...par ma ey bhi janti hu ke tumne di ko nahi bhulaay aur nahi bhula paoge........tumhe jitna waqt chahiye lelo....par itna yaad rakhna hum sabke lie pati patni ha...par pehle dost ha..yaad ha na??? best frends.....humesha rahenge.,....hana????
samrat smiled at her.. n hugged her...
s=thanks chashmish..i promise..ma puri koshish karunga...sab thik karneki...
g=ma humesha tumhare sath hu samrat....humesha...