MJHT FF OS- SALAM-E-ISHQ

Chulbuli_Annu thumbnail
16th Anniversary Thumbnail Rocker Thumbnail + 3
Posted: 15 years ago
#1

(Station pr train ki announcement ho rhi hai k morena jaane wali train jo ki platform no. 8 pr ki jagah platform no. 12 se jayegi. 3 ladke different sides se ussi train ko pakadne k liye bhagte hai)

B1 to himself : yeh mere sath hi kyun hota hai, main train ka wait yahaan 8 no. platform pr kar rha hu. Aur train ab 12 no. pr aayegi. Bhag mayank agar aaj ye train tujhe liye bina chali gyi to nupur bhi teri life se chali jayegi'tere pass ye aakhiri mauka hai

B2 to himself : dude. Tune abhi tak ticket bhi nhi li, aur train k aane k announcement bhi ho chuki hai, samrat dude' tujhe ye train liye bina nhi jaa skti.. Oh God help kar meri. Mujhe yeh train pakdani hi hai'.

B3 to himself : Thank god main shi time pr shi jagah hu.. ab koi galti ki nhi hogi. Aaj suhani ko mere dil ki baat pta chal kar hi rahegi..

(Tabhi train plateform pr aati hai, adhiraj sahi jagah pr hota hai to wo train me aaram se chad jata hai, mayank platform no. 8 se bhagta hua aata hai, jaise hi wo train me chadta hai, train chalna start kar deti hai, wo dekhta hai k samrat bhi bhagta hua ussi train ko pakdne ki koshish kar rha hai. To mayank train k gate se samrat ki help k liye hath nikalta hai, aur mayank ki wajah se samrat train pakad pata hai)

S : hey dude, thanx agar aaj tum nhi hote to main marr hi jaata

M : matlab?? Agar tumhari yeh train miss ho jati to tum mar jate??? Strange????

S : haan dude. Yeh train mere liye meri jaan se bhi zyada important hai, Ab yeh ehsan mujh pr udhar rha..

M : hmm.. main bhi aise hi kisi pr ehsan nhi karta. By the way main mayank

S : aur main samrat'..

M : chalo apni apni seats dhudte hai..

S : meri seat no. 51

M : aur meri seat no. 53.

S : To hum dono k bich me 52 no. pr kaun hoga ya fir hogi

M : kya fark padta hai k koi ladki hai ya ladka hai.. ya fir koi aunty ji.. mujhe to bas itna chahiye k meri jhasi ki rani maan jaye

S : cool. Right dude.. to tum bhi kisi ko manane jaa rhe ho.

M : bhi se matlab k tum bhi kisi ko manane jaa rhe ho.. matlab hum dono dil k bimar hai

S : right dude.. chalo kuch aur bhi hum me same hua hai. Chalo apni seats pr chalte hai.. bich wali seat pr jo bhi hua uss se seat shift karwa lenge. Taki safar aaram se kat sake

M : haan tum kuch kehna aur kuch meri sun na.

(dono apni seats ki taraf badhte hai.. wahaan pehle se adhiraj baitha hota hai aur wo suhani k khalayo me gum hai, aur wo galti se mayank ki seat pr baitha hai)

M to A : excuse me (pr adhiraj nhi sunta then mayank aur samrat ek dusre ko dekhte hai then )

S to A : excuse me ( samrat adhiraj ko hilata hai, jis se adhiraj ka achanak se hadbada jaata hai)

A : Haan, suhaniiiiiiiiiiiiiiiii

M & S : suhani ?????????? dude hum suhani nhi hai aur mausam bhi suhana hai suhani kya hota hai.

A : hey sorry guys.. actual me main kahi aur gum tha..

S : wo to dikh hi rha hai.. warna k kisi aur seat pr baith aise kisi ladki k khayalo me gum ho.

A : oh so sorry. Meri seat no. 52 hai,

M : cool.. 3 dil k bimar ek sath' main mayank aur yeh samrat

A : aur main adhiraj''.

(mayank aur samrat bhi baith jaate hai' ab bas yahi soch rhe hai k apne pyar ko pane k liye pta nhi kya kya karna pade. Tabhi samrat bolta hai)

S : hey guys' hum logo itne chup chap kyun ho.. chalo main hi baat start karta hai, to tum dono kahaan jaa rhe ho

A & M (eksath) Morena'''

S (surprisingly) : cool.. main bhi wahi jaa rha hu.. to hum sab me 2 baatein common ho gyi ek hum teeno morena ja rhe hai

M : aur dusri ek hum teeno dil k bimar hai'

A : hmm to tum logo ki bimari ka naam kya kya hai

S : meri bimari ka naam nhi medicine ka naam hai Gunjan pr main usse pyar se chismish bolta hu

M : meri medicine ka naam nupur hai aur main usse uske piche se jhansi ki rani bolta hu

A : meri meri medicine ka naam

M & S : suhani hai'

A (surprisingly) : tum logo ko kaise pta.

M : abhi thodi derr pehle hi pta chala hai hume bhi..

A : Oh haan.. waise bhi suhani ko chod kar mujhe aaj kal kuch aur yaad nhi rehta

M : main apni jhasi ki rani ko bhulne ki galti bhi nhi kar skta.. (& mayank lost in nupur's dreams) wo itna bolti hai k kisi aur ko bolne ka mauka hinhi deti hai' bas bolti hi jati hai, usse syad main hi chup kara skta hu.. pr ab wo khud hi chup ho gyi hai..

S & A : (surprisingly) : matlab?????

M : wo actual me mujh se kafi naraaz hai, wo chahti hai k main sari duniya k saamne usse apni gf kahu

S : dude.. isme problem kya hai'

M : ab mujhe bhi lag rha hai koi problem nhi hai, isliye usse manane aaya hu'pr gusse wali hai itni jaldi nhi manegi.. Mere bare me to jaan lia ab tum log apne bare me btao.

S : mere pass batane k layak kuch nhi hai, actual me meri chismish k mujhe chod k jaane k baad hi mujhe ehsas hua k wo mujhe psnd nhi hai even main usse bahut pyar karta hu.

A : matlab k tumhe ye bhi nhi pta k tumhari chismish matlab gunjan tumhe chahti hai ya nhi yeh bhi nhi pta

S : right dude.

M : waise tumhe dekh kar aisa lagta nhi hai.

S : pr sach yahi hai.. ab tum reh gye ho to suhani k bare me kuch batao

A : suhaniiiii' wo bahut hi sweet hai,, aur uski smile kitni achchi hai.. mujhe pta hai k wo mujhe psnd karti hai, bas maine abhi tak usse bataya nhi hai k main bhi usse psnd karta hu..wo syad morena k mele me bhi aayegi.. wahi usse dhudne wala hu..

M : Main bhi'..

S : Matlab ek aur similarity.

(teeno issi tarah ek dusre se baat karte huye apna time pass karte hai, morena aane pr teeno apne apne raste pr chalne ko jaise hi taiyar hote hai, wahaan ek chunri bachne wala unhe milta hai, jo batata hai k aisa mana jaata hai, mele me agar koi ladka kisi ladki ko psnd karta hai aur wo uss ladki ko chunni de aur wo ladki bhi chunni rakh le to unki jodi rab ne khud banayi hoti hai. Mayank nupur k liye rangbirangi chunni leta hai as k nupur k mud ka kuch pta nhi k usse kab kaun sa rang achcha lge, samrat gunjan k liye red colour ki chunni leta hai as usse lagta hai k gunjan pr yahi rang sabse zyada achcha lagta hai, aur adhiraj suhani k liye pink colour ki chunni leta hai as suhani ka wo fav. colour hai uske baad teeno alag alag apne rasto pr chal dete hai)

SCENE 2 (MELE ME)

(Mayank, samrat & adhiraj fir se mele me ek dusre ko dekhte hai.)

A : hey dude hum log fir mil gye

M : yes dude.. hum fir se mile.. ab apni apni manzilo ko dhudna start kare.

(tabhi sabko mandir me aarti ki awaz sunai deti hai)

S : syad mujhe rasta to mil gya hai, yeh meri chismish ki awaz hai, main chala

(tabhi mayank ko bhi nupur nazar aati hai, sorry dude meri manzil nazar to aayi hai, pta nhi milegi ya nhi. Samrat mandir ki taraf chala jata hai, aur mayank wahaan jahan usse nupur nazar aati hai.. mayank dekhta hai k nupur ko sab mele me dance karne ko keh rhe hai, pr nupur mana kar rhi hai. Nupur k sath uski causin chinky bhi hai)

N to C : chod na, mera mann nhi hai,

C : di aap bhi naa.. aapko pta hai naa bina aapke dance k mela adhura adhura lagega

N : by god chinky tu bhi naa kamal karti hai.

C : to di aap dance karogi..naa. pakka naa'

N : haan meri maa. Matlab meri haan k bina tu meri jaan nhi chodegi.

C : haan bilkul

(mele me dhol bajane wala dhol bajata hai, aur nupur sari toli k sath dance karna start karti hai, mayank nupur ko dance karte dekh dekhta hi reh jata hai, usse nupur k chehre pr ek ajeeb si khushi nazar aati hai, achanak dhol bajane wale k dhol me kuch gadbad ho jati hai to nupur dholi ko bolti hai)

N to D : kya bhaiya, hum log itna achcha naach rhe the band kyun kar dia.

(then mayank enters)

M : kyunki maine mana kiya hai

(nupur is so shocked & surprised k mayank yahan kya kar rha hai)

N : tum yahaan kya kar rhe ho. Aur agar dholi dhol nhi bajayega to kya tum bajaoge.

M : kyun main nhi bja skta kya

N : nhi,,, kyunki ye tumhare bas ki baat nhi hai, aur waise bhi kabhi dhol tumne pakda tak nhi hai.

M : thik hai to aaj pta chal jayega. Jab tak main dhol bajau tum nachna. Dekhte hai kaun harta hai'

N : thik hai, jo jeeta usse kya mileage

M : jo jeeta usse kya milega

N : jo tum chalo' manjur

M : manjur'

N waise ek baar dobra soch lo, dhol bajna mardo ka khel hai, tum Mumbai k ladke dhol bajana kya jaano.

(mayank dhol bajana start karta hai aur nupur dhol pr nachna'..)

(Mandir me)

(samrat mandir me enter karta hai dekhta hai gunjan mandir me bhajan gaa rhi hai, )

S : hey bhagwan aaj meri prem ki naiya aapke hawle hai, meri chismish bhi mujhe utna hi chale jitna main usse chahta hu.

(gunajn bhajan gaa rhi hai)

Radhe Krishan Ki Jyoti Allokik

Teeno Loko me chai rhi hai

Bhakti vivash ek Prem Pujarin

Prem Ki jyoti jalaye rhi hai

(tabhi gunjan ki nazar samrat pr padhti hai, uske bich me kafi log baithe hote hai to samrat gunjan ko piche se hi hath hilata hai, gunjan samrat ko mandir me dekh kar hairaan reh jati hai. Gunjan samrat ko ishare me puchti hai k wo yahaan kya kar rha hai. Gunjan uth kar samrat k pass chali jati hai)

G : samrat tum yahaan kya kar rhe ho

S : Chismish mujhe tum se zaruri baat karni hai

G : samrat aisi bhi kya baat thi k tum wo baat batane k liye Mumbai se morena aaye ho

S : wo chismish wo baat itni zaruri hai k mujhe wo baat tumhe batani hi thi

G : haan to samrat bolo naa main sun rhi hu

(tabhi wahan mandir k pandit ji aa jate hai, to gunjan unhe samrat se milwati hai. To pandit ji sochte hai gunjan ka friend hai to wo bhi achcha hi gaata hoga aur wo usse zabardasti mandir me le jate hai, Iss chakker me samrat apni baat gunjan ko nhi bol pta)

(Adhiraj suhani ko mele me dekhta hai, wo suhani ko wo awaz lagta hai)

Su to herself : hey bhagwan maine din me bhi sapne dekhne shuru kar diye hai. Mujhe adhiraj nazar aa rha hai

(suhani adhiraj ko ek bar dekh kar plat jati hai as k jaise usne koi spna dekha ho)

A to himself : isse kya hua yeh syad mujh se naraaz hai isliye mujhe pehchan ne se mana kar rhi hai.

(adhiraj suhani ko fir se awaz lagta hai, to suhani apne kano pr hath rakh leti hai)

Su to herself : hey bhagwan ab to adhiraj ki awaz bhi sunai de rhi hai, main kahi pagal naa ho jau.. kahi sach me adhiraj yahaan to nhi hai, pr wo yahaan kya karega..

(suhani wahaan se bhagne lgti hai, pr adhiraj usse rok leta hai)

A : suhani baat to suno

Su : yeh to sach me yahaan hai

A : tum mujhe aise dekh kar bhag kyun rhi thi

Su : wo kuch nhi, mujhe lga syad main spna dekh rhi hu k tum yahaan ho

A : oh to tum mujhe khuli aankhon k sapno me bhi dekhti ho.

Su : wo actual me meri chodo tum ye btao tum yahaan kya kar rhe ho

A : yeh bhi tumhe btane ki zarurat hai (adhiraj one step forward & suhani one step backward)

Su : haan kyun nhi.. mujhe kya pta tum yahaan iss mele me kya kar rhe ho (suhani eye contact se bachne ki koshish karti hai, pr uske pair k niche ek pather aa jata hai uski wajah se wo unbalanced ho jati hai, adhiraj usse sambhalta hai aur issi chakker me dono ka eye contact ho jata hai aur eyeslock bhi)

A : wahi kehne aaya hu jo tum sun na chahti ho. (adhiraj one step forward & again suhani one step backward)

Su : aur main kya sun na chahti hu.(suhani stop..& dono ek dusre k bilkul kareeb hote hai)

A : apni aankhen band karo wo main tumhare kaano me kahunga..

(suhani apne aankhen band karti hai, to adhiraj usse wo layi huyi chunri udha deta hai & uske kaano me kehta hai )

A : mujhe bhi pta hai iska kya matlab hai, aur main yeh bhi jaanta hu k tum bhi yahi chahti ho. Bas ab tak kehne ki himmat nhi thi, iss mele ne sab aasan kar dia'

(suhani khud pr pink colour ki chunri dekh kar khus ho jati hai, as usse bhi pta hai k iska kya matlab hai, aur wo Adhiraj k gale lag jati hai)

Mandir me

(mandir me bhajan k baad jab sab log jaane lagte hai, to gunjan samrat ko kehti hai k wo bhi bhagwan se aashirwad le k wo jo bhi chahe usse mile. Samrat bhagwan k aage hath jodta hai, then wo gunjan ko kehta hai wo uska wahi intzaar kare wo 2 min me aaya hai aur thodi derr me samrat wapas aa jata hai wo gunjan ko kehta hai k ab wo usse bhagwan k aashirwad ki sach me zarurat hai, aur bhagwan gunjan k zyada kareeb hai to wo uske liye prayer kare, Gunjan bhagwan k aage hath jod kar khadi ho jati hai, tab samrat gunjan k liye layi huyi chunri usse pehna deta hai aur uske kaano me kehta hai,)

S : main chahta hu k ye chunri tum rakh lo. Main jaanta hu iska matlab kya hai, aur bas yahi kehne main aaya tha bas bhagwan se yahi dua karna k jo bhi ho mere favour me ho.

(gunjan apni aankhen khol leti hai, aur khud pr chunri dekh kar hairan ho jati hai)

G : samrat syad tumhe iska matlab tumhe nhi pta

S : ssshhh chismish mujhe sab pta hai, aur mandir se achchi jagah koi nhi hai, isliye agar tum chaho to isse wapas lauta skti ho

G : tumhari baat ko to bhagwan bhi nhi taal skte. Aur abhi to main tumhare favour k liye hi prathna kar rhi thi.. to main kaise mana kar skti hu

S : matlab tumhari haan hai (samrat khus ho jata hai aur khushi k mare wo gunjan ko apni baahon me utha leta hai)

Mayur

(mayank dhol bajata hai aur nupur dance karti hai, pr nupur ka balance bigad jaata hai aur wo gir jaati hai, to mayank jeet jaata hai)

N : to bolo kya chahiye tumhe

M : Main lene nhi dene aaya hu. Bas wo tumhe apne pass rakhna hoga

N : kya

M : mera dil.

N : wo to tumhare control main hai bhi nhi..

(aur nupur wahaan se jaane lgti hai, pr mayank nupur k liye layi huyi chunri nupur pr piche se aise daalta hai k wo sidhe nupur k upper jaa kar girti hai, Then mayank piche se dialogue marta hai)

M : Naa lucknow ka kurta, Naa pathani salwar, Mard wahi jo dil de, warna hai bekar.

(mayank ka aisa rup dekh kar nupur hairaan ho jati hai, aur nupur ko ye bhi pta hai mayank ko chunri dene ka matlab pta hai as usne khud hi mayank ko bataya hota hai, aur mayank srk type me apni dono baahein failata hai aur nupur aake uske gale lag jati hai)

Edited by Annudsweetgirl - 15 years ago

Created

Last reply

Replies

15

Views

5k

Users

15

Likes

58

Frequent Posters

Chulbuli_Annu thumbnail
16th Anniversary Thumbnail Rocker Thumbnail + 3
Posted: 15 years ago
#2
i KNOW KUCH ZYADA BADA HO GYA HAI

FIR BHI UMEED HAI SABKO PSND AAYEGA
myownarea thumbnail
16th Anniversary Thumbnail Stunner Thumbnail + 4
Posted: 15 years ago
#3
hey what happened to ur FF ayaar..woh bhi update karo :)
waise I really like this one:)
Soulmate_Sana thumbnail
16th Anniversary Thumbnail Sparkler Thumbnail + 3
Posted: 15 years ago
#4
reserved
well edit soon after reading]
*edited*
awesome mindblowig fantasticccccccccccc😉
Edited by sana_sajan - 15 years ago
Faria. thumbnail
16th Anniversary Thumbnail Stunner Thumbnail + 3
Posted: 15 years ago
#5
Hi Annu
lovely update.
simply beautiful
loved mayu-sam adhi convo and thier manao idea
it was so nice
keep it up
and update ur other ff also
take care
KrishnaRukmini thumbnail
Posted: 15 years ago
#6
wow, awesome part. loved it.
thanks for the pm dear.
..pebo.. thumbnail
15th Anniversary Thumbnail Dazzler Thumbnail + 2
Posted: 15 years ago
#7
annu it was very seet yuaar

it was too cute

u write awesome os

pls continue

love pebzzii
shaaranya thumbnail
17th Anniversary Thumbnail Visit Streak 180 Thumbnail + 9
Posted: 15 years ago
#8
wow dear awesome OS!!!
do write more n plsss pm me wen u update
Mahima_13 thumbnail
15th Anniversary Thumbnail A Bag Full of Love OS Contest Thumbnail + 5
Posted: 15 years ago
#9
SwatiBeanyBrown thumbnail
16th Anniversary Thumbnail Voyager Thumbnail Networker 1 Thumbnail
Posted: 15 years ago
#10
salaam-e-annu!! a vry cool ff yaar!!!! 👏
luv mayur always!!! luv mjht... 🤗

Related Topics

Fan Fictions Thumbnail

Posted by: sarveshjoshi42

8 years ago

Rivanya,Ishveer,Swasan and Shivika ff - Ishq wala love

Here are Characters of the Story Ritik : elder brother of Shivaay , Ranveer , Sanskar and love interest of Shivanya Shivanya : elder sister of

Expand ▼
Fan Fictions Thumbnail

Posted by: WildestDreams

5 months ago

Love-O-Rama’s Frame It With Ishq RESULTS

The wait is over! After an incredible display of creativity and talent with over 40 entries , it’s time to reveal the results of our contest...

Expand ▼
Fan Fictions Thumbnail

Posted by: FFEditors

6 months ago

Love-O-Rama #3: Frame it with Ishq: Closed

Are you ready to turn love into art? Take part in our Valentine's Day graphic challenge Frame it with Ishq. Theme : Love in all its forms!...

Expand ▼
Top

Stay Connected with IndiaForums!

Be the first to know about the latest news, updates, and exclusive content.

Add to Home Screen!

Install this web app on your iPhone for the best experience. It's easy, just tap and then "Add to Home Screen".