gun: tum kabhi nahi sudhroge
sam: tunhare hote huye toh kabhi nahi
gun: samrat
sam: acha waise guess karo hum abhi launsi movie dekhenge ?
gun: kausi?
sam: mainne guess karne bola puchne nahi bola
gun: mujhe nahi pata ab bata bhi do
sam: theek hia toh khud dekh lo
they go and sit
and they watch JTYJN(jaane tu ya jaane na)
sam: tumhe pata hai maine yeh movie kyn choose ktun kiya
gun: nahi
sam: kyunki hamari bhi kahani kuch jay aur aditi ki tarah hai
gun: or woh kaise?
sam: hum dono best frends woh dono best frends
dono ko lagta hai woh ek dusre ke liye special ahia par sirf dost hai lekin ant main unhe pata chal hi gaya ki woh ek dusre se pyaar karte hai humne bhi ye realise kiya par fark sirf itna hai ki yeh kahani ka ant tha magar hamari kahani ko toh shurwad huyi hai na
gunjan has a big smile on her face
continuig new post
44