Accha hua maine jo poocha tha us ka jawaab to mil gaya fir bhi mujhe abhi ek confusion hai. Tum ne is me pyaar k koi symptoms nahi dikhaye hain Raj k andar Naina k liye π π π to Naina kaise maan legi ye baat ki Raj pyaar karta hai us se?π€ π€ π€ Abhi bhi mai is baat ko le kar kaafi confused hoon yaar.π π π
Vaise Naina ne bahut himmat dikhaye Sherry ko bhi bacha liya us ne aur do Eagle k logon ki injure bhi kar diya us ne.π π π Aur humara Raj to hai hi us ko bachane k liye.π π π Par saare Cadets ne bhi accha saath diya Officers ka ki kam se kam unhone mil k Naina ko bacha liya.ππΌ ππΌ ππΌ Raj ne Naina ko apni bahon me carry kiya, how sweet yaar π³ π³ π³. Par accha kiya Raj ne k Naina ko kuch door pehle hi utaar diya varna un dono ko embarass hona padta sab k saamne.π π π Kitne chinta ho rahi hai us ko Naina aur Sherry ki itne saare chakkar laga aaya dono k room k.π π π Akhir ab us ko pata hi chal gaya ki vo Naina se pyaar karta hai aur jald se jald vo ye baat keh dega Naina se, par ab dekhna ye hai ki Naina kya karti hai is baare me?
41