Hope u guys will like the new entries in the Fic. 😉 😉 😉
Part 21:-
Next day morning in KMA:-
"Cadets aap sab ko aaj yahan ek special announcement k liye bulaya gaya hai. Aaj se KMA ki faculty ko teen new officers join kar rahe hain so meet them."
We see a handsome man came in front of cadets. Here's the pic of the guy:-
By vartika
"Captain Arjun Rathode" popularly known as "AR".
"Ye aap ko arms n ammunitions ki training denge." Gals were drooling over him n guys were feeling jealous of him.
"Oh hai ek Shahrukh kam hi tha kya ki yahan ek aur aa gaya, par ye Shahrukh nahi hrithik lagta hai." Pooja said.
"Koi bhi lage par mujhe to bahut pasand aaya ye, ab lagta hai ki humare KMA me training karne se koi fayda honewaala hai." One girl said.
Ali didn't like Pooja's comment on Arjun and he said, "Pooja shaant rahiye thoda, hum yahan BC k saamne khade hain vo kya sochenge humare bare me?"
"Kuch bhi sochne de mere bhole bhandari, mera network to is caller ko dekh kar divert ho gaya lagta hai." And when Pooja said this and Yudi laughed a loud but at the same moment Alekh pressed his feet harder and he has to shut his mouth when they found Lolita mam gazing them with deadly looks they stood straight.
Next person was a tall man with Curley hair n muscular body. Us ko dekh k lagta tha ki vo army ka nahi hai balki koi aisa hai jis ko Army me nahi kahin modeling karte hue hona tha.
Here's the pic of that man:-
By vartika
"Captain Abhimanyu Rai Chauhan" popularly called as "Abhi" b/w his friends.
"Ye yahan pe as a Music teacher aaye hain." Cadets clap for them.
"Music teacher, hum ko Music Teacher ki kya jaroorat hai?" It was Akriti who said this.
"Oye hoye thoda sa caller tune use karna jaroori hota hai na phone me Akriti, tub hi na pata nahi tujhe aise cheejin acchi kyoun nahi lagti. Tere phone me humesha tuff tone hi laga hota hai." Pooja said again.
"Oye Yudie ye jhabreela tujh ko kaisa laga?" Huda asked him.
"Bro ye humare teacher hain so I think in k baare me tum ko kuch nahi kehna chahiye."
"Oye kya Music Teacher, apun ko to ye Captain Abhimanyu kuch ajeeb lagta hai. Matlab lagta hi nahi hai ki ye captain hai." Alekh said.
"Haan kaidi bilkul vaise hi jaise tu mujhe kisi bhi kone se future captain nahi lagta hai." He winked him.
"Oye teri to."
"Offo tum dono kyoun abhi fight scene shoot karna chahte ho jab ki abhi to intro scene chal raha hai na."
"Oye kudiye tune bilkul sahi kaha hai."
"Aur ab milye apni new History teacher Arohi Shah se".
Played by Kritika Kamra
By vartika
"Oye Yudie mujhe to lagta hai kahin mera heart hi na fail ho jaaye khushi k mare."
"Y Bro?"
"Ek saath kuch over doze nahi ho gaya."
"I didn't get u bro."
"Oye yahi to problem hai teri, ek baar me tu samajhta hi nahi."
Yudi gave him a sharp look.
"Oye hoye itna naraj kyoun hota hai tu? Mere kehne ka matlab already apne KMA me jananiyon ki koi kami nahi hai aur us k baad ek k baad ek aur aa rahi hain. Ab mujhe to koi problem hone se rahi par itne saari jannaiyon me mai kis kis ko samhalta firoonga?"
"Tujhe kuch karne ki jaroorat nahi hai us k liye humare captain sir already hain." Alekh taunted.
Huda made a sad face n soon the assembly dismissed and all went for their drills and classes.
In New Delhi:-
She slept comfortably in his arms n Raj was thinking something so he slept late that night. When she woke up she looked at watch n it stuck 8 in the morning. She immediately went in wash room n came out quickly. Raj has already got up till then so he went to be fresh after that. They went downwards n all preparation of his dad's chautha were complete. Rituals started and Raj and Naina completed them.
In afternoon:-
"Maa mujhe aap se ek jaroori baat kehni thi." Raj ne maa se kaha.
"Haan bol na beta."
"Maa mai is baar Naina ko apne saath le jaana chahta hoon aur mai us ko college khulne k baad vapas le aaonga." He told maa.
"Bahut accha socha hai beta tune, mai tujh se yahi kehne vaali thi ki Naina yahan jab tak rahegi vo aur soch soch k dukhi hogi to kyoun na kuch dino k liye us ko kahin le jaata tu. Par beta KMA me koi probl............? "
"Nahi maa mai is baat ka dhyaan rakhoonga n u don't worry pls."
"Theek hai beta, accha ye batao tum logon ko kab nikalna hai?"
"Aaj shaam ko maa."
"Kal chala jaata beta."
"Nahi maa possible hi nahi hai. Kal mujhe har haal me vapas join karni hai duty." He said.
"Theek hai, tune Naina ko bataya?"
"Nahi maa ab jaa raha hoon batane." Ye keh kar Raj gaya Naina k paas apne room me to dekhta hai ki Naina fir se udaas baithe hai. Raj Naina k paas gaya aur Naina k paas baith gaya. Naina ko pata hi nahi chala ki Raj kab aa gaya. Raj ne Naina ka haath apne haathon me liya aur bola, "Kya baat hai Naina kya soch rahi ho?"
Naina looked at him with teary eyes, "Veer tum aaj shaam ko chale jaaoge to mai kaise rahoongi yahan?"
"Oho Naina maine tum se kitne baar kaha hai apne aakhon me ansoon mat laaya karo mai dekh nahi paata hoon." Raj said making a face.
"Tum ko kya padi hai? Pata hai tumhare jaane k baad last time mai kitna royi thi." She said hugging him.
"Are to ye baat tum ne mujhe tab kyoun nahi batayi?"
"Kya batati, aur tab kya sochte tum mere bare me?"
"Kuch nahi, mai bus ye sochta ki meri biwi kitne ronu hai humesha roti rehti hai." He teased her.
"Accha to mai ronu hoon, theek hai tum jaao yahan se mujhe tum se koi baat nahi karni hai." And she tried to leave him, "Ek to mai itne pareshaan hoon aur mujhe rona aa raha hai upper se tum ho ki............" but Raj didn't let her complete.
"To kis ne kaha tha aap ko rone k liye madam?" he asked to tease her.
"Bahut kharab ho tum Veer jaao, mujhe tum se koi baat nahi karni hai." She tried to break the hug but he didn't allow her.
"Maine socha hai ki is baar is bimari ka ilaaj kar hi dete hain." Raj said pretending to think anyting.
"Matlab?" she said closing her eyes on his chest.
"Matlab ye madam ki hum dono jaa rahe hain KMA." Raj said finally.
"Accha to?" she was in sleeping mood so she didn't pay attention at her words but soon she realized her mistake n asked, "Kya kaha tum ne?"
"Maine jo kaha vo tum ne sahi suna, ye alag baat hai der se samjhi." He teased her.
"Par Veer, KMA?" she was still confused.
"Oho Naina, jahan pati hoga vahin to hogi na patni us ki."
"Vo baat nahi hai Veer, vo last time kaha than aap ne ki mai KMA me..........".
"Oh haan, par abhi KMA tum bus kuch dino k liye jaa rahi ho na to koi problem nahi hogi I promise." He assured her.
"R u sure Veer?" Naina asked.
"Haan Naina, aur ek baat acche se samajh lo ki ab mai tum se jyada din tak door nahi reh sakta." He winked her.
"Oh Veer tum bhi na."she blushed.
"Haan mai kya Naina?" he asked seductively.
"Hato mujhe apni packing karni hai."
At evening:-
"Beta tune packing kar li apni?" Raj's mom asked him.
"Haan maa sab ho gaya hai, Naina ne sab kuch theek se kar liya hai." Raj assured his mom.
"Beta, Naina abhi abhi ek bahut bade rishte k gum se ubharne ki koshish kar rahi hai. Tu le to jaa raha hai Naina ko apne saath par mujh se vaada kar ki vahan Naina ko koi takleef nahi hogi aur koi dard nahi milega?"
"Maa mai vaada karta hoon aap se, Naina ko kuch nahi hoga mai hoon na har pal us k saath. Jitna bura hona tha us k saath vo ho chukka hai ab mere rehte aur kuch nahi hoga." Raj ne maa se vaada kiya.
"Bhaiya.......... " Neha bahar se pukaarti hue aayi Raj ko.
"Ab tujhe bhi kuch kehna hai apni bhabhi k liye?" Raj teased her.
"Mujhe kehna tha ki, haalaki mai samajhti hoon ki aap bhabhi ko apne saath kyoun le jaa rahe hain par.........", Raj stopped her between.
"Haan to kyoun le jaa raha hoon mai?" he asked.
"Ab bhaiya mai agar boloongi to kuch kehna nahi mujhe." She warned.
"Tu bol to."
"Mujhe pata hai, bhabhi k bina aap reh nahi paaoge bus ab chahe koi bhi bahana banao un ko saath le jaane ka mai samajh rahi hoon acche se sab." She teased Raj.
Raj got embarrassed, "Tu ruk mai batata hoon tujhe." He tried to catch her but she was quick. Raj's mom laughed at their innocence. Tabhi Naina bhi vahan aa gayi us ko dekh kar Neha us k peeche jaa k chup gayi, "Mujhe bacha lo bhabhi."
"Are kya hua?"
"Bhabhi please bacha lo apne is jungle pati se, kahin mujhe maar hi na dale."
"Aisa kya ho gaya bhai?"
"Poocho jara is se ki maa k saamne kya kya bolti rehti hai ye?" Raj said trying to catch her.
"Ek minute Ve..," she suddenly realized Neha was there so she said, "Aap kyoun peeche pade hain Neha k? Aisa bhi kya kar diya hai is ne?"
"Khud hi pooch lo na." and Raj sat on the sofa giving a deadly glare to Neha.
"kya kaha Neha jee aap ne?" she asked her.
"Bhabhi maine to bus itna hi kaha na ki bhaiya aap k bina reh nahi paate hain isiliye aap ko apne saath le jaa rahe hain." She said smiling.
Naina blushed firstly but soon she realized what she just said, "Kya? Aap mujh ko apne saath le jaa rahe hain?"
Raj smiled at her expression, "oh Naina batya than a tumhe."
"Mai to surprise hone ki acting kar rahi thi Veer par vo bhi nahi karne di na tum ne mujhe theek se. ........" she smiled.
Raj indiacted Neha to leave the room as he could not talk to Naina properly in her presence. Naina understood that, "bhabhi mai abhi aayi mujhe kuch yaad aa gaya." And she left saying that.
Raj came to Naina, "Koi confusion hai kya?"
"Veer, mai vahan kaise jaa sakti hoon? Actually mai abhi yahi soch rahi thi fir se tum jaante ho na ki K.M.A. se bhaiya aur un ki sab se acchi aur sab se buri dono tarah ki yaadein judi hue hain. Mai agar vahan gayi aur kisi ne mujhe pehchaan liya to?" she was blank with a strange type of fear in her heart.
"Naina, kya is k pehle tum kabhi K.M.A. gayi ho?" Raj asked.
"nahi."
"To fir vahan tum ko koi kaise pehchaan paayega? Aur vaise bhi tum ab vahan Naina Singh Ahluwalia k naam se nahi Naina Singh Shekhawat k naam se jaa rahi ho." Raj assured her.
"Nahi Veer, mujhe nahi jaana hai vahan. Mai yahan hi theek hoon."
"Naina............, dekho mai chahta hoon tum mere saath chalo vahan."
"Nahi Veer, mai aap k liye koi bhi khatra nahi khada karna chahti hoon vahan. Agar kisi ne kabhi mujhe pehchaan liya aur agar kisi ne mujh se kabhi mere past k baare me poocha to mai kya bataoongi?"
Raj Naina k man hi uljhan ko samajh raha tha par vo ye bhi acche se jaanta tha ki kabhi na kabhi Naina k man se ye dar nikaalna bhi jaroori hai varna kab tak vo is ehsaas k saath ghuti rahegi ki vo ek traitor ki behan hai jaise ye samaj us k bhai ko kehnta hai. Par ye Naina bhi acche se jaanti thi ki us ka bhai aisa nahi hai, yahan tak ki sab ko ehsaas tha un sabhi ko jo ki Raj, Naveen aur un ki families ko acche se jaante the.
"Naina kya tum nahi chahti ki apne andar se ye dar tum nikal do?"
Naina looked at his face, "Veer........mere vahan jaane ka matlab hai mujhe har pal sunna hoga sab se ki mera bhai ek traitor tha. Mai sab sunte hue bhi is baat ko protest nahi kar paaongi na hi sun paaongi." She has tears in her eyes.
Raj samajh gaya ki kaun si aise cheej hai jo Naina ko sab se jyada pareshaan kar rahi hai, "Naina, ek baat batao?"
Naina looked at him.
"Kya tum ye chahti ho ki sab tum ko kamjor samjhein? Kya tum ye chahti ho ki tumahre bhai k naam pe laga hua traitor ka dhabba aise hi bana rahe humesha? Kya tum ye chahti ho ki mere man me humesha se ek ye feeling ho ki meri Naina ko kisi ek cheej se dar lagta hai aur vo dar Naina ko andar hi andar khokhla karta jaa raha hai? Kya chahti ho tum ki apne aap ko us galti ki saja deti raho jo ki hi nahi hai tum ne? Ya phir ye chahti ho ki Naveen ki aatma apni sab se pyaari behan ka dukh dekh k roti rahe aur kahin apne aap ko kosti rahe in sab vajhon k liye?" Ek saans me Raj sab kehta chala gaya bina soche ki kyoun keh raha hai vo aisa?
Naina bus kuch palon k liye aise hi dekhti rahe Raj ko.
"Naina, mai tum ko apni kamjori nahi; apni takat banana chahta hoon."
Raj k kahe in shabo ne Naina ko sochne pe majboor kar diya ki jo vo kar rahi hai kyoun kar rahi hai, kahin na kahin apni in harkaton se vo Raj ko bhi ek saja de rahi hai na.
Raj looked at her face thinking something seriously, "Theek hai Naina, mai tum ko sochne k liye waqt de raha hoon aur aage jaisa bhi lage tum ko." Ye keh kar vo chala gaya vahan se.
After an hour:-
"Veer." Raj turned to find Naina standing behind him. Jab se Raj ne Naina ko sochne k liye kuch waqt diya hai tab se vo yahin aa kar baitha hai bahar lawn me. Soch raha hai aaj us ki zindagi me kaise ehmiyat hai Naina ki.
"kya hua Naina?"
"Maine ek faisla kiya hai Veer." She told.
"Kaisa faisla?"
Naina looked at his face and smiled, "Pehle mujhe ye batao tum mujh se kya chahte ho?"
"Matlab?"
"Abhi jo tum ne kaha, mai us k baare me baat kar rahi hoon." She said.
Raj was still confuse, "Abhi to maine kuch bhi nahi kaha na tum se. I mean last one hour se mai yahan pe hoon na?"
"Mai us k bare me nahi, us k pehle tum ne jo kaha tha us k bare me pooch rahi hoon. Tum kya chahte ho mujh se ki mujhe kya karna chahiye apne dar se ladne k liye aur tumhari takat ban ne k liye?"
And at last of the update i want to wish all of u a very happy & a prosperous new year 🤗🥳
62