😆Originally posted by: me&my2cents
😆....
ek baar shankar mahadevan K K ke ghar jaata hain.. Aur K K thahra nazuk
banda to uska furniture (kursi wagairah ) bhi nazuk.. usne shankar ka
swagat kuchch is tarah kiya
aap aaye bahar aayi.
kursi pe baithe daraar aayi..