๐..koi baat nahi..koeli mein wait karunga,baaki larki se nipatleta hoon๐๐..achcha hai meine sirf naam liya warna b/f ka naam bhi batana parta๐
IF mein koi BF nahi hai mera ...waise hi mujhe kabhi bf dhundne ki zaroorat nahi padi๐ ( samajhnewale ko ishaara kafi hai ).........chalo koi baat nahi aap bahut kuch nahi jaante mere baare mein ๐......toh maaf kar di maine .....lekin chappals main Mjfc mein supply kar rahi hoon ....alishba ko kehna ki chinta na kare .....kyun ki dholai aap ko wohi hoga zyada ๐