Zubaan se naam lete hai,
Aankhon se aansu chalak jaate hai.
Kabhi hazaro baatein kiya karte the,
Aaj ek baat ke liye taras jaate hai.
Tum kya jaano gum kya cheez hai,
Tum kya jaano gum kya cheez hai,
Are Tum kya jaano gum kya cheez hai,
Tumne to sari umar cellotape use ki hai.
Zaruri to nahi jine ke liye sahara ho,
Zaruri to nahi hum jinke hai who humara ho,
Kuch kashtiya dub bhi jaya karti hai,
Zaruri to nahi har kashti ka kinara ho.