Originally posted by: sweetlata
Mera bhi.....aaj to gale lag jaayenge uske...use uska HUMDUM jo mil gaya hai 😉😆😆
😆😆😆 mujhai tu kal hi sHak ho raha tha jub woh keh rahi thee k ali aur tumhai dekh k mera bhi dil chah raha hai koi hona chahiay hai😉 but itna fast ho jaye ga yeh sab soocha na tha😆😆