Originally posted by: me&my2cents
arey ab ye kisne kaha.. maine to itna hi kaha ki usne mujhe pahle meaning bataya uska.... ye thode hi kaha ki uska meaning 90% sahi hain aur tumhara 10%... 😆
abhi bhi hass rahe ho mujhpar...😕😕😕
pechle post nahi pade
itna acha acha likha tumhare baare main 😉😉😉
koi faide nahi 😭😭😭