Originally posted by: koenigbobo
vote for qazi n rupu...!!
dial 190 4424 2525 01
or sms FJ 01 to 2525 =)
woh kaun hai jisko gaana nahin aata ...
woh kaun hai jo bhondi baatein karta hai ...
woh kaun hai jo jiske har gaane mein same dancing steps hote hain ...
woh kaun hai jismein koi gun nahin hai par phir bhi uske itne deewane hain .... (I think he has one or two good attributes 😆)
woh kaun hai jo hai to kawa (crow) par hans ki chaal chalne ki koshish kar raha hai ...
woh kaun hai jisko janta ka sahara na milta to woh pehle hi round mein bahar ho jaata ...
woh kaun hai jiski har chhoti se chhoti positive baat ko IF ki janta magnify kar ti ... jiski badi se badi -ve baat ko najar andaaz karti hai
The answer is QAZI TOUQEER 😆