Raja Ho Toh Ranaji Jaisa š

Kya Soch hai Rana Ji ki wah wah agar saare Raja iss tarah sochte toh India kitna aage badh jaata š .
Raja aur Praja ka rishta Malik aur Naukar jaisa nahi hota Mr.Wilkanson . Balki Pitah aur Santan ki tarah hota hai aur koi pitah apni santan ke liye Galat jaisla kabhi nahi le sakta š š š š .

Three cheers for Rana Ji š„³ š„³ š„³ .