Sakshi: (Bursts out laughing) Aab bas bhi karo Dekho meine toe Kaha tha mera pati aisa nahi hai
Unknown girl: Bhai maan gaye aap dono ko
Karan: Koi muje batayega yeh saab kya ho raha hai?
Sakshi: Karan I am sorry yeh meri bachpan ki saheli Samaya hai aur yeh uska mangaytar Shiven hai. Hum saab ek hi community mein rehahte thay jab chotay thay
Samaya (Unknown girl): (Shakes Karan's hand) I am so sorry Karan lekin yeh mera aur Shiven ka idea tha. Sakshi tumhare baare mein bauhat baat karti thi toe muje bhi dekhna tha ki tum taarif ke kabil ho ya nahi aur mann gaya Sakshi sahi thi.
Sakshi: Karan, Samaya aur mein bachpan mein best friends thay aur ek din she moved to USA with her parents aur abhi 10 years later apni shaadi ki shopping karne india Aai hai. Aur ussay apko milva na tha. Lekin madam kabhi nahi sudhar sakti jab manay bataiya ke apke liye kuch special karna chahati hoon toe iss madam ne uss mein twist daal diya.
Samaya: Kya sakshi tum bhi mere baare mein baat karti raho gi ke apna special time bhi enjoy karogee
Shiven: Hum idhar se jayenge toe na abhi hum kabab mein haddi bun rahay hai
Karan: (In his head thinking yeah yaar jao bhi abhi) Nahi nahi aisa kuch nahi aap bhi hamay join karsakte ho
Samaya: Toe thik hai fir hum bhi join karte hai aap itna insist kar rahey ho toe.