Agar Sahil Devdas hota to? 😃 to Kamla Chandramukhi hoti.😛
Vitthal: Nach Kamla nach, tere Sahil babu nahi aane wale.
Kamla: Mere Sahil babu aege Vitthal babu. aur tab aapko hmesha ke liye ye jagah aur mujhe chodkar jana hoga.
Vitthal: Aur agar nahi aae to tujhe hmesha ke liye meri hna hoga.
Kamla: Kamla to bas Sahil babu ki hai aur unhi ki rahegi.
thak...thak...thak...thak...
Kamla: Ye kiski hai aahat? ye kiska hai saaya? hui dil me dastak yaha kaun aaya?
Finally, Kamla ke Sahil babu aa gaye ludakte ludakte aur Vitthal ko waha se jana pada.
Kamla: Humpe ye kisne hara rand daala...oh..hohoho... humpe ye kisne hara rang dala, khushi ne hari hame maar dala...maar dala.
Kamla started dancing like crazy only for Sahil, but he had no interest in her dance, Instead,he was gulping down pegs after pegs of Scotch.
Kamla: bas kijiye Sahi babu, itna kyun pite ho ki bardaash na kar sako?
Sahil: Kaun kambhakt bardassh krne ke liye pita hai?! mai to pita hu ki nashe me tu mujhe kuch patli aur sexy lag sake.
Kamla: 😲 😡 Chal bhaag yaha se takle! khud ko dekha hai kbhi Kaddu? tujhse ache to mere Vitthal babu hai! mai jaa rhi hu unhi ke pass!😡
Sahil: Ok. jate jate ek beer ki bottle de jana.😛
😆
Edited by ban18 - 10 years ago