โญ๏ธMriAraโญ๏ธ
๐
Nahin marna ganwara pyaar mein
Tumse yeh kehna hai
Tumhein bhi zinda rehna hai
Mujhe bhi zinda rehna hai
Kabhi aasaan, kabhi mushkil
Ajab hain pyaar ki raahein
Magar jo pyaar karte hain
Kabhi bharte nahin aahein
Hawaon ne yeh kaha
Fizaon ne yeh kaha
Aayi pyaar ki ye rut badi tufani
Tu darna na o meri rani
Badlega yeh mausam ari deewani
Hum likhenge prem kahani