ye satya itna ka**na hi ho skta hai.. aur kya expct karein issey😡
aur ye prashant bda chalu nikla ye to.. 😲
haan bt ye baat sahi hai antu ki k kisi na ksi ko to shuruaat krni hgi buraai k khilaf...
Bt ek baat bolun mje antra pe bda gussa ata h kbi kbi.. yar vo thda practically q ni sochti.. jb har koi keh ra h k raghu a66a hai.. to ek bar usey sochna chahiye is barey me.. k dal me kch kala hai
bechara raghu. usko btane se b mna kr dya