
Chapter 2
One day Teacher made groups in the classes & selected their leaders. Raghu wanted only boys in his group. But Abhi Antara aur Raghu dono ko dost banana chahtha tha. So he gave name of Antara in Raghu's group. Abhi was the best friend of Raghu so bina list dekhe usne list approve kardi.
Next day jab Antara uski group meeting mein aayi tho Raghu was shocked.
Raghu: Aap yaha kya kar rahi hai humaare group meeting mein.
Antara: Tumhari group member hoon tho meeting attend karne aayi hoon aur kya?
Raghu: Mere group. No way I dnt want any girl in my group. I'll go & change my group members.
Antara: Shaayad tumne notice nahi kiya ki ek baar tumne members selection approve kardi tho phir usse change nahi kar sakthe.
Raghu: Fine
Antara: Fine
All the students were taken to jungle for their project work.
Antara humesha Raghu ke aage peeche rehthi thi. Raghu kuch keh bhi nahi saktha tha. Abhi was enjoying all this.
Antara walk karthe karthe jungle ke andar kaafi door chalee gayi. Waha phair pisalke ek gadde mein gir gayi.
Antara: Hey bhagwan ab mein kya karoon. She started shouting Raghu...Raghu... help
Raghu: Ye tho Antara ki awaaz hai. Ye ladki bhi naa mujhe pareshaan karneka koi na koi intezaam kar lethi hai.
Raghu ran towards jungle. Kaha hai yaar ye ladki. Antara... Antara...
Antara: Raghu mein yaha hoon. Iss gadde mein. Please help. Mujhe darr lag raha hai
Raghu finds Antara. Aap dekh ke nahi chal sakthi. Humesha kuch na kuch gadbad kardethi hai.
Antara: Tum mujhe bachaane aaye ho yaa phir mujpe chillane.
Raghu: Arre nahi nahi mein tho yaha aapse pyaar karne aaya hoon. Haath deejiye apna. He extends his hands to Antara.
Antara: Pyaar how sweet. Maine socha tha ki aapko sirf ladna aatha hai. Nice to see that u knw to love also. She gives her hands to Raghu.
Raghu pulls her but in the process he strips & falls taking Antara on him.