Aankhon Ki Gustakhiyaan
Maaf Hon
O Aankhon Ki Gustakhiyaan
Maaf Hon
Ek Tuk Tumhein Dekhti Hain
Jo Baat Kehna Chaahe Zubaan Tumse Vo Ye Kehti Hain
Aankhon Ki Sharmohaya
Maaf Ho
Tumhein Dekhke Jhukti Hain
Uthi Aankhein Jo Baat Na Keh Sakin
Jhuki Aankhein Vo Kehti Hain
Aankhon Ki
Aankhon Ki
Gustakhiyaan
Maaf Hon
------------------------------------