jab raghu antara ko dekha uske woh apna hosh hi koh diya aur kya intense looks deraha tha ufff
raghu itna kho gaya tha ki woh thik se chabi nahi pakar saktha tha
yaar uss waqt mere dimaag mein yeh baat ayi ki bhaag antara ya koi khone mein chup ja warna aaj toh raghu apne feelings ko samaal nahi payega aur tumhare saath paka shaadi se pehle suhaag rat banaega!!!!!! jis tarha raghu antara ko dekha mujhe toh lagi ke woh abhi isse waqt antara ko kha jaega. magar end moke mein aaji ki awaaz raghu ko rokha i told u guys ki mujhe raghu ke irade aaj kaal thik nahi lagti