toh phir rantara kya hoga?????😕 waise raghu ne antara se kaha ki jab tak tumhari ma thik nahi hojati tum iss basti se nahi hilegi 😉 kya dimaag h raghu ka 👏 uss waqt toh antara ko rokh liya tha magar jab antara ki ma thik hojaegi tab woh kya karega???
aur iss baar toh antara ki maan kashmir jane ke liye nahi manegi kyun ki raghu pe full flat jo hogayi h hamrai miss call😆
jahaa raghu restless hoga aur wahaa antara tarap rahi hogi
waise mujhe lagta h ki raghu train ya bus station jaega aur waha sabko tamki dega :
ajj koi train ,taxi ya bus kashmir nahi jaegi warna mujhse bura koi nahi hoga!!!!!!!!
aur jab antara station jati h waha koi bhi tayar nahi h kashmir janeki
what say guys😆