1.Ek dum muh bandh karke baith samjhina 2.Vaise tu khud ko kya puri duniyako samhallegi 3.Vaise bhi hum adjust karne mein bahut badi khiladi hain 4.vo tho tu himalaya bhi chad jayegi 5.Dukhrella hain kya...arey main terese pucha truckse nahi pucha ki uska tyre dukhraha ki nahi dukhraha hain 6.ha toh tereko koyi shraap hain kya... ki seedhe seedhe jawab nahi degi...agar seedha jawab diya toh mendak banjayagi 7.ha toh fir ye main tera tu meri dhadkan meri saanse meri... aisa banake ye ghungru ko apne paav mein kyun chupkaliya...kahase laathi tu aisi ajeeb ghungru 8.ha toh isme na freetha baandhke baandha jaata hain... ye kya kiya thune iske saath... gum lagake chipka liya paav mein
9.Bas na pakadke baith jaati
10.Ey raastha vaastha chod samjhi na... teri pale sunkena voh driver ne to so gaya ya toh mar gaya
11.Mera haath tightse pakad samjhina... kyun kya kuch nahi... jo bol raha hoon vo kar... chup chaap khad hoja aur dhyan se... khadi hoja
12.Mera haath tightse pakad samjhi na... agar haath tightse nahi pakda toh yamraj pakadke upar lejayega tujhe
13.Bharosa rakh mujhpe Ms.Kaul...BHAROSA
14.ONE... TWO... BOLETHO THEEN
15.EY MISS KAUL...aankhen khol le...
16.Saala hum hain kaha...