My dedication
Hai roop mein itna saadapan...to kitna sundar hoga mann
Hai roop mein itna saadpan...to kitna sundar hoga mann
bin gehne aur sringar bina
wo to lagti hai dulhan
Kaajal bindiya kangan jhoomke...ye to guzra zamane hai
taaza taaza kali khili hai...hum uske deewane hai ;) ;)