ho sakta jab ridhimma armaan(jo ki ladiki bana hai)dhere dhere ache dost bana jaaye..aur armaan use pooche ki kya kabhi usen kisi se pyaar kiya hai..aur ridhimaa bole deye ki.. hai kiya hai or abhi bhi karti hoo.. aur armaan pooche kya naam hai uska..ridhimaa kaha de ki uska naam armaan hai..aur mai armaan se bhut pyaar karti hoo..
aur aapna naam sun kar armaan jaan jaayega ki ridhimaa use pyaar karti hai..aur jo bhi usene kaha tha woo sab jhoot tha..
he will get happy.. and disclose his indentity that he none other than armaan..and ridhimma get shocked..
and then love will blossom and romance will be there..
what you think guys?