atul:anjali…wahaan upar kya deh rahi ho?mein yahaan hoon…
atul:arey yaar….mein thak gaya hoon…kaash ki angie yahaan hoti…wo mere pair dabati…
Angi comes:hey guys!
atul:jab hamari shaadi ho jayegi toh mere pair dabaogi naa angie..hai naaaa?
ridz:dii….aur pair dabayegi…who bhi tumhare..…. immmmpossible…😆
armaan:ulta tumhe uske pair dabane padenge…😆
armaan:dikhta nahi kya?she is doing night duties and ICU duties everyday…!!
armaan:aaja bacchu..tere pair naa sahi..gala toh zarroor dabaunga…saale...tere se pehle toh muje uss ghar ka damaad banna hai...samja...!!
atul:oyeee armmaan..hat na be…muje angie ko dekhna hai...
ridz:dii…dekho naa..armaan ki smile ..haiiiiiiiii... He is soooooo HOOOOOOOOT naa…😳
angie:yeh atul bohot ajeeeb behave kar raha hai…zarur uski land lady ne uske plants ghar ke bahar throw kar diye honge…bechhara…pagal ho gaya hai…
atul:haan mein pagal ho gaya hoon angie…tumhare pyaar mein...
armaan:don worry my boy…tera bhi number aayega…
armaan:pehle main main apni waali ko jii bhar ke dekhoon…😳
---Comments Awaited---😃