And so he started feeding her..in between wiping her tears also. Armaan stood there amazed how he controlled her. Muskaan wasnt easy. He gave him a thumbs-up and left from there.
After Muskaan finished eating she started to feel more weak but she Rahul told her to go to sleep.
Rahul- Muskaan aab tu aakhein band kar aur su ja
Muskaan- maga jab main aankhein kholungi tab bhi tum yehi hoge na
Rahul- haan muskaan, magar mujhe toh lagta tha ki tum mujhe apne sapne main bhi pati ho
Muskaan says weakly- Rahul
Rahul- Muskaan ab bas tu aakhein band kar aur main promise karta hoon ki jab tu aankhein kholeingi mein tere pass honga
Muskaan smiles at Rahul and goes to sleep
While Muskaan is sleeping, Rahul stares at her and feels so thankful that she is safe and is alright.
HE stares at her until Dr. KEeerti comes.
Dr. Keerti- Dr. Rahul aap ki duty aaj children ward main hain yahan nahin, tuh aap ko bhi children ward main hona chahiya yahan nahin
Dr. Rahul- par Dr. Keerti
Dr. keerti- na pars Dr. Rahul aap abhi jake apni duty complete kegiye tabtak main Muskaan ke saath rahongi.
Rahul had no choice but to go but felt bad that when Muskaan would wake up he wouldnt be there. Rahul left the room, and hoped that Muskaan wouldnt yell at him too much later on.
HE went to the childrens ward when he got a page from Dr. Keerti that said emergency in Muskaan's room.
Rahul ran back, and saw Dr. Keerti hovering over Muskaan.
Rahul - kya hua mam, muskaan teekh toh hain na
Dr. Keerti - haan Dr, Rahul magar abhi abhi inki reports ayi hain aur inone ish accident main humne jo expect kiya tha ushe zyada lose blood kiya hain
Rahul- magar mam iska matlab
Dr. Keerti- haan Dr. Rahul iska matlab yeh hain ki yeh issh waqt bohat weak hain aur jab tak inhe zyada blood nahin milta tab tak inka bohat zyada aap ko dhyan rakhna padega
Rahul- magar Dr Keerti Muskaan aur mera blood group toh same hain, toh aap mere sain blood leke muskaan ko kyun nahin dehsakte
Dr. Keerti - thats a brilliant idea, Dr. Rahul and if you are willing to donate than thats great
Rahul - yes mam, when can we do this
Dr. Keerti- main bas abhi formalities clear karke ayi then we can start
Rahul - yes mam
As soon as Dr. Keerti left Muskaan started to wake up. She looked at Rahul and said - mujhe pata tha ki tum yahan hoge
Muskaan started to wake up but Rahul stopped her. He kissed her on the forehead and said :jab tak meri jaan teek nahin honjati tab tak main kahin nahin jaunga,
Muskaan smiled and Rahul smiled back. Then Dr Keerti entered the room.
Dr. Keerti- ready Dr. Rahul
Muskaan- ready for what mam
Dr. Keerti- well dr. Muksaan
Dr. Keerti was cut of by Dr, rahul in mid sentence and Dr. Rahul said - can I talk to you outside Dr Keerti.
Dr. Keerti went outside and Rahul followed her.
Rahul- Dr. Keerti kya hum yeh batana Muskaan ko zarrori hain ki main hi ushe blood donate karne wala hoon
Dr. Keerti- nahin par
Rahul- then main yehi chahonga ki yeh aap ushe na batayein
Dr. Keerti- jaisa aap chahte hain Dr. Rahul now please follow me
Dr. Keerti took Rahul to a room, and within a half hour the procedure was done.
Dr. Keerti- aab aap bhi bohat weak fel karenge Dr. Rahul take care of yourself
Rahul smiled and said- as long as MUskaan feels better
Dr. Keerti smiled and left the room. Back in the room Muskaan was angry at Rahul
Muskaan to herself- kehta hain ki mujhe tab tak nahin chodke jayega jab tak main teekh nahin hoon jati aur ab tak do ghante hogaye aur woh mujhe milne tak nahin aya.
Muskaan looked at the clock when Dr. Keerti entered the room.