sorry megha dear(and everyone else) for the delay 😳 ok without further ado heres the next part:
Vishva: VEER!!dharam veer ko kya hua...kya hua veer...tum kuch bolte kyun nahin Dharam!!!
Dharam ignores Vishva and quickly orders the sainik to call a doctor
Vishva goes up to Dharam and pulls his colar
Vishva: baato na veer ko kya hua...woh teekh ho jaye ga na...baato....
she helplessly falls to the ground weeping
just by looking at veer's wounds she could tell how serious and delicate his condition was...
Sia looks at Dharam...she looks worried
Dharam kneals down and him and sia try to console Vishva
Dharam: vishva, veer ko kuch nahin hoga...woh bilkul teekh ho jaye ga...agar woh hota toh kehta ke ye toh mamuli choot hai...tum toh usse janti ho...usse kuch nahin hoga
Sia: haan hum sab ka pyar usse kuch nahin hoone dega...bas tum uss par bharosa rakho
the vaidji comes and immediately starts working on Veer's wounds
Vishva,Sia and Dharam are all outside the tent
Sia: par dharam ye sab hua kaise
Dharam recalls all that had happen and all that he saw
Dharam: woh hum dono dohd laga rahe teh aur Veer ageh nilkal gaye...jab hum wahan poonch tab veer ka ghoda bilkul kabu mein nahin tha...
Vishva: par ye toh Veer ka sabse kaas ghoda tha haina...Sheru
Dharam: hum bhi ye kabse sooch rahe hai...sheru ne aisa kyun kiya...woh veer ka pehla ghoda hai aur veer ke ek ishare ko samaj ta hai...toh phir woh aaj bekabu kaise ho gaya
Sia slowly speaks up
Sia: shayad woh bekabu na hua ho aur bekabu banaya gaya ho
Dharam and Vishva look at her...puzzled
Dharam: kya matlab
Veer: shayad usse kisi ne aise bakabu kiya ho...take veer ko mara ja sake
Vishva: koi aisa kyun kare ga
Sia: dekho hum sab jante hai Veer mein kitni takat hai aur junoon bhi hai ladh ne ka...aur agar woh chahe toh koi usse nahin hara sakta...bohat kam log hoge jo usse sabne se ladh ne ki himat karenge...agar sheru ko aise bekabu kiya jaye toh Veer ki jaan bhi ja sakti hai...hai na ...aur kisi ko shak bhi nahin hoga ke ye saazish hai...sab sheru pe he inzaam laga yenge
Dharam and Vishva take in what Sia had said...Dharam also thought of how intelligent Sia was becoming
Vishva: veer ki jaan ka dushman kaun ho sakta hai
Dharam: jo bhi ho mein usse nahin choodunga
Vishva gives him a look
Dharam: mera matlab hum usse nahin choodhenge
all three smile
Vaidji comes out
Dharam: veer kaisa hai
Vaid: shukar hai mein waqt pe poonch gaya warna isse teekh karna namumkin tha...zakhm kafi gehre hai par achi dekh bhal karo ge toh teekh ho jaye ga...iss waqt woh behoosh par kuch ghantoh mein hoosh ajaye ga
Vishva stared at Veer who is still unconcious...she recalls moments spent with him...a shiver runs down her spine at the thought of losing Veer like this...she is so thankful to god for giving her Veer and keeping him safe
They manage to take Veer back to the palace of Aryanagar
all are worried about Veer who is slowly recovering...everyone thinks it was the horse's fault...Dharam,sia and vishva had not yet said to anyone about their theory
a few days later when Veer could walk little independently with support Vishva went to the Shiv-Gauri mandir
She prays to god
Vishva: Shivji mere Veer par hamesha apni kripa banaye rakh na aur Gauri maa mere suhaag ki hamesha raksha karna
Veer walks into the mandir...he has heard Vishva pray for him
Veer: jai bholenath...waise humari shaadi abhi nahin hui toh suhaag...
Vishva: humari duniya ke samne nahin hui...par maan he maan mein mein apna sab kuch tumhe de chuki hoon...
Veer: agar aisi baat hai toh abhi,isse waqt bhagwan ko sakshi maan ke hum ek dusre se bandh jate hai janmo ke liye
They look at each other in the eye for a few moments
Veer holds Vishva's hand
she immediently feeling that comfort of being safe...that she only felt when she was around Veer
Veer led the way and Vishva followed behind him...Veer gave Vishva his first vow
Veer: mein Rajkumar Veer aaj bhagwan shiv aur maa parvati ko sakshi maan ke Rajkumari Vishva ko vachan deta hoon ke har janam mein mein uska ke honga...Veer Vishva ka he rahega
Vishva: mein Rajkumari Vishva aaj bhagwan ke baneye gaye is vishva ko sakshi maan ke iss janam aur mere ane wale har janam ko tumhare naam karti hoon
they finish their first round and take the next one
Veer: mein tumhe vachan deta hoon ke kisi bhi halat mein tumhara maan,sanmaan banaye rakhoon ga
Vishva: mein vachan deti hoon ke hamesha humari izaat karungi
they start their third round
Veer: mein vachan deta hoon ke mein tum pe dukh ya dard ki chaya nahin padh ne dunga
Vishva: mein vachan deti hoon ke har dukh mein aur sankat mein tumhara saath dungi
they begin their final round with Vishva taking the lead this time
Veer: mein vachan deta hoon ke har sankat mein kudh ki parva kiye bina mein tumhari raksha karunga
Vishva: mein vachan deti hoon ke jab maut aye toh mein usse tum tak nahin poonchne dungi...kudh ageh badh ke usse gale laga lungi..bilkul saanvi ke tarah
Veer looks at her....he is flattered by being loved so much...he recalled how Sanvi died in his arms and imagined what he wud go through if that happen to Vishva
Veer: mein aisa moka ane he nahin dunga ke tumhe apni jaan deni padhe...usse pe ab mera haq hai
Vishva unable to control herself hugs Veer tightly
Vishva: Veer agar tumhe...tumhe kuch ho jaata toh...
Veer: jab tak mujhe apno ka pyar mile gay tab tak mujhe kuch nahin hoga...tum veer ki premika ban ke itni jaldi kyun har maan leti ho?...aur waise bhi ye toh mamuli tha...sheru shayad gusa ho gaya tha
Vishva looks up into Veer's relaxed face
Vishva: nahin...veer ye ek sochi samji saazish hai
Veer: kya
Veer looked bemused
Vishva explains everything
the two decide to go back to teh palace and discuss this further with Dharam and Sia
on the way their Vishva's real Dad sees her
Dad: Shera...aise kapado mein...rajkumar Veer ke saath
He trys following her but loses her and Veer
Dad thinks to himself
Dad: ye Shera he thi...par woh yahan kya kar rahi hai...aur aise kapdo mein...mein kudh raj mehal ja ke paata laga ta hoon
he heads for the palace
Precap:
Vishva's dad comes into the courtroom shouting at samar
Dad: she is no daughter of yours...shes my daughter Shera
Vishva lookes uncomfortable
Samar looks at her
Veer looks disturbed
Jai smiles evily while Agni looks worried
Edited by **Shona** - 17 years ago