Uday Engagement Party Se nikal kar Forests ki tarf ata hai jahan 3 Years pehle ManVeer ka Accident hua tha. Aur Uday Ko Flashback yaad ata hai.
Uday: Princess kahan ho Tum. Pta hai Angel kabse rooh rahi hai. Plz jaldi aho. She Needs U.
Manyata: Uday hum nae asakhte Abhi.
Uday (gusse se): what Do U Mean keh Tum nae asakhti Haan... 😡 Pta hai Angel kabse rooh rahi hai becox She is Hungry. God Dam it... 😡 Humari Rajkumari Bhooki hai. Jaldi aho Tum..
(Manyata kuch bolne wali hoti hai keh wahan par kuch Awazain arahi hoti hain toh Uday)
Uday: kahan ho Tum. Boloo...
Manyata (silent)
Uday: Humne pocha Kahan ho Tum... 😡
(phrse woh hi Awazain ane lagti hain aur Manyata Silently Rooh rahi hoti hai jiski wajase Uday ki HeartBeat ek dam fast hojati aur woh Restless hone lagta. Phr)
Uday: Princess btaho kahan ho Tum. Daro nae Hum arahe hain. Par btaho Kahan ho Tum Princess..
Manyata (rooh kar): Uday Humari Pyaar ki Nishani ka Khayal rakhna Humari Angel ka... 😭
Uday (interrupting): just Shut Up... 😡 Shut Up. 😡 Hum Tumhe Kuch nae hone dainge Suna Tumne. Ab btaho kahan ho Tum..
Manyata: Uday woh Hum...
Uday: okay Hum abhi poch rahe hain.
(Manyata keh btahe hue Address par Uday Angel ko Rota churkar Manyata keh pass jata aur Madly Car Drive karta. Phr us jagaha par Ponch kar Uday apni Car ko Stop karta aur Car se bhar nikalta aur Bht Zor Zor se.)
Uday: Princess...! Princess...!
(Aur Uday ki Shoutings ki wajase Manyata ko Uday ki awaz sunahi deti aur woh apne Injured Pahoon keh saath bhag bhag bhag kar Uday keh pass ati aur Uday keh pass ati aur Manyata Semi Consicious hojati toh Uday Manyata ko ase dekh kar Shock 😲 hojata phr Usey Hug karta aur Uske Neck aur Forhead par Kiss karta aur kehta)
Uday: Princess Hum agaye hain. Hum Tumhe kuch nae hone Dainge...
(yeh keh kar Uday Manyata ko apni Gud main utha kar Car keh pass ata aur Manyata ko Car main baita tha aur khud Driving Seat par bait jata aur Dash Board par parhi hui Water Bottle se Pani nikal kar Manyata keh Muh par Drops marta takay is sey Manyata hosh main ajaye. Aur Water Drops parte hi Manyata apni Eyes Open karleti hai aur)
Uday: Princess R U Okayy. Aho Hum Tumhe Hospital lekar chalte hain..
Manyata: nae Uday Humain Hospital nae Mahal jana hai... Please... 😭
Uday: noways Princess Apni Halat dekho Tum..
Manyata (gusse se): Shansha UdayVeer Singh Aap Humari baat kyun nae sunte haan... 😡 Hum jo keh rahe hain usko mante kyun nae. Har waqt Apki man mani nae chalegi suna Aap ne. Humain Mahal jana hai abhi aur isi Waqt Suna Aap ne... 😡
(Manyata ko Is Gusse keh Tone main baat karte dekh kar Uday Shock hojata hai 😲 aur Mahal keh liye apni Car start karta hai keh ek Dam se Manyata Side Mirror se dekh kar gabra kar aur Rooh kar Uday se 😭 )
Manyata: Uday jaldi chalaho woh Log Humare Peche arahe hain.. Woh Humain Mardainge... 😭
(Manyata ko Ase Dekh kar Uday Foran se Car Start karta hai aur Fullest Speed main Car ko Drive karta hai aur Manyata barbar peche dekh rahi hoti hai keh koi unka peche toh nae kar raha. Kuch dhr tak woh log ManVeer ka Pecha karte phr nae. Aur Manyata ko jab woh log Apne Peche nazar nae ate toh Manyata sukoon ka Saans leti aur)
Manyata: Hashhh Woh log Humare Peche nae hain. Ab Slow karo Car ko.
(toh Uday Car ko Slow karta aur Manyata se)
Uday: Princess yeh sab kya horaha hai. Kon hain woh log. Aur Tumara Yeh Haal kaise..
Manyata: Uday Humain khud nae pata keh Woh Log kon hain aur Humari Jan ki Dushman kyun bane hue hain. Par Humain yeh pta hai keh Woh Log Humain marna chate hain. Aur Humari Bachi ko bhi... 😭
(Uday Manyata ki baat sunkar Shock hojata hai 😲 Aur ek dam se Car ko Stop karta aur Manyata keh Cheeks par haath rakh kar kehta keh)
Uday: Princess Remeber just One Thing keh Hum Tumhe aur Humari Pyaar ki Nishani ko kuch nae hone dainge. Tum dono Humari Zindagi ho. Aur Hum Dono par kisi kisam ka Saaya tak bhi nae parne dainge..
Manyata: I know. I Love U Uday... 😭
Uday: Love U 2 Princess... 😭
(yeh keh kar Uday Manyata keh Forhead Par Kiss karta phr Lips par Passiontely. Aur Manyata Uday keh Chest par Apna Sar rakhti aur Uday Phrse Car ko Start karke Drive karta. Kuch dhr tak toh ManVeer ase Sukoon main tey aur Last Time karhe tey ase par Fate ne jaisa chaha thek waise horaha tha. Keh Achanak se ManVeer ki Car One Way par Chali jati aur Front se Ayi hui Big Truck Fastly ata aur Jaise keh Road par Itni Space nae hoti keh woh Truck ManVeer ki Car keh pass se guzar jata toh ManVeer ko Tension hone lagti aur Manyata Tension keh marhe Uday keh Haath ko bht Zor se pakr leti aur apni Eyes close karleti. Aur Woh Truck wala ek dam Se Evil Smile dekar Apni Truck ki Speed ko Fullest kardeta aur jaise keh Truck hit hone wala hota keh Uday Car ko Left Side par lekar jata yani Forests main. Aur Wahan Drive karha hota hai keh phr Car Cliff par ponch jati aur Us sey bachne keh liye Uday Car ko phrse Left Side par lekar ane wala hota keh Achanak se Starring Lock hojata toh yeh dekh kar ManVeer ki halat bht buri hojati phr Uday Break lagane ki Try karta lakin Break lagti nae kyuke itne Harsh aur Heavy Turnings ki wajase Break lagne ka Wire nikal jata aur Unfortuntely Break bhi nae lagti aur Cliff ko apne samne dekh kar)
Uday: Princess We Have To Jump. Humne Locks ko Unlock kardiye hain. We Have To Jump..
Manyata (rooh kar): nooo... 😭 Nae Uday Hum naee... 😭
Uday (gusse se): Manyata Humne Tumhe Tumara Jawab Jaane keh liye nae btaya... 😡 Okayyy. Now Jump jaise keh Hum 4 tak bolainge we have to.
Manyata: nae Uday... 😭 Humain dar lag raha hai. Agar Hum...
Uday: stop it... 😡 Agar Humne Jump nae kiya to Marhainge Tab Zaroor... 😡 Toh Humari baat mano aur jump kahain tab karna okay..
Manyata (unwillingly): Okay..
Uday: okay Good... Noww 1 2 3 4... And Jumppp. Now Jump..
(Uday keh kehte hi ManVeer Jump karte apne Left aur Right Side se. Aur Car Cliff par Gir jati. Aur ManVeer keh Jump keh bad Dono keh Head par Stone lagta aur ManVeer wahai par Behosh hojate. Phr Kuch Time bad Rescue Time ati lakin wahan par Manyata ki Body ki bjahe Burned Body milti. Aur Rescue Time Uday aur Us Burned Body ko Hospital lekar jate Aur Wahai se Burned Body ko Jaigarh Palace lekar jate aur wahan se Grave Yard. Aur Uday Hospital main hota Manyata ko bhul kar)
FLASH BACK ENDS
Uday Flashback ko yaad karke apni Eyes close karke Uske Ankho main mote mote Ansu ajate 😭 😭 😭 aur Phr Itni Tezz Hawa chalti keh Uday keh Ansu urha le jati aur phr ek dam se Uday ka Heart phr se fastly Beat karne lagta jaise keh Manyata ki Presence main karta hota tha Toh Uday apni Eyes Open karta aur apne Charo Taraf dekhta toh dekhta keh ek Girl Yellow Anarkali Suit aur ek Lambe se Dupatta jo uske Neck keh pass hota hai. Toh Woh Girl Round Round gumati hai aur Uday ki taraf dekhti hai toh Smile karti hai 😊 Aur Uday usey dekh kar Shock hojata hai 😲 aur kehta hai..
Uday: Princess...
(phr woh Larki Uday kO Smile deti aur Dekar wahan se bhag jati aur Uday usey Bhagta hua dekhta toh woh bhi us Girl keh peche bhagta)
BACK GROUND MUSIC
Woh Miley They
Kyunn Miley They
Dekhne Bas Unhe
Waqt Bhi Rukh Gaya
Woh Pyaar Tha Choone Jisse
Ek Pal Keh Liye Aasmaan Jhuk Gaya
Par Zindagi Pe Aitbaar Aaye Magar Bass Ek Bar...
(Girl Uday ko Smile dekar bhag rahi hoti 😊 aur Saath Saath Round bhi hoti aur Uday usey Chase karne ki Koshish karta lakin kar nae pata becox Us Girl ki Speed bht Fast hoti hai. Woh Girl Round Round hokar aur Maze Maze Se Bhag rahi hoti hai. Phr Kuch Pal keh Liye Rukh jati aur Uday uska Haath pakr karta aur usko Apne Samne Lata aur Uday us Girl ko dekh kar uske Eyes main Ansu ajate 😭 aur woh Girl Uday keh kareeb ati aur Uday keh Eyes Par Kiss karti aur Uday us Girl ki Kisses ko Feel karne keh liye Apni Eyes Close karleta. Phr Girl uske Eyes par Kiss karne keh bad uske Sare Tears Suck karleti phr uske Both Cheeks par Kisses karti hai. Aur karke wahan se Tezz Hawa main hi Vanish hojati. Uday apni Eyes ko Open karta aur yahan wahan dekhta toh usey woh Girl nazar nae ati toh phrse Uday keh ankho main Ansu ane lagte hain 😭 )
BACK GROUND MUSIC ENDS
Phr Uday Us Place se jaraha hota hai keh Uday wahan ek TombStone dekhta hai jiss par likha hua hota hai ''In The Loving Memory of Queen Maharani Manyata Kumari UdayVeer Singh'' Yeh Woh hi TombStone hota hai jahan par Uday Jay ki Wajase ata tha lakin Apne Pure Rooh se nae ata tha. Aj woh hi Girl Uday ko puri tarhan se yahan le ati. Toh Uday Us TombStone keh pass jata aur us Par likhe hue ''In The Loving Memory Of Queen Maharani Manyata Kumari UdayVeer Singh'' par Haath rakhta aur Pyaar se Pyaar karta Manyata keh Naam ko. Aur uske Ankho main Mote Mote Ansu ane lagte 😭 Phr Uday Manyata Ki Pakki kara hui Kabar par Haath rakhta aur Rohe jaraha hota hai 😭 😭
BACK GROUND MUSIC
Female-
Haaa... Haannn
Hooo... Hooo...
Badle Raste Jharne Aur Nadi
Badli Deep Ki Tin Tin
Chhede Zindagi Dhun Koi Nahi
Badli Barkhaa Ki Rimjhim
Badlengi Rituein Adaaa..
Par Mein Rahongi Sadaaa...
Usi Tarhan Teri Baahon Mein
Baahein Daal Keh Har Lamha Har Pal
Haaa... Haannn
Hooo... Hooo...
(Uday Manyata ki Kabar par Haath Rakh kar rohe jaraha hota hai 😭 😭 aur)
Uday: Sorry Princess Hum Apna Tumhe Diya Hua Wada nae Nibha paye... 😭 😭
(yeh keh kar Uday phrse Rone lagta hai 😭 aur phr dobara se ek Tezz Hawa Chalti hai aur Uday keh Ansu urha le jati hai. Aur Uday ka Haath jo Manyata ki Kabar par hota hai toh woh hi Girl Jo thori dhr pehle ati aur Uday ko yahan tak le ati hai. Aur woh phr Woh hi Girl dobara ajati aur Uday keh Haath par Apna Haath rakh deti hai. Toh Uday us Girl ko dekhta hai aur uska Haath us Girl keh haath ko pakr leta hai Aur woh hi Girl apna Dusra Haath Uday keh Cheek par rakhti)
Male-
Zindagi Sitaar Hogayi
Rimjhim Malhaa Hogayi
Mujhe Aata Nahi
Kismat Pe Apni Yakeen
Kaise Mujhko Mili Tum
(us Girl ka Dusra Haath Uday keh Cheeks par hota toh Uday apne Free Haath Se us Girl keh Haath ko Apne Mouth keh pass lata aur Us Girl keh Haath ko Kiss karta. Aur Rooh kar 😭 )
Uday: Princess Wapas ajaho Tum... 😭 Ab nahi reh payainge Tumare Bina... 😭 Itne Months Tak reh liye tey kyuke Humain Yaad nae tha. Par Ab jab Sab Yaad agaya hai toh Ab kya hoga... 😭 Princess Wapas ajaho ya phr Humain mar kar apne pass bola lo... 😭
(Uday jaise hi yeh kehta woh hi Girl Uday keh Mouth par apna woh hi wale Haath keh Finger Uday keh mouth par rakh deti indicating keh Woh nae chati Uday is keh agaye kuch bole. Aur Uday Silent rheta kuch bolta nae bas Rohe jaraha hota hai 😭 toh Us Girl Keh ankho main bhi Ansu ajate aur Woh Wahan se Vanish hojati. Toh Uday usey jata dekh kar gabra jata aur dar jata aur uth kar yahan wahan dekhne lagta aur phr jab woh nae milti toh Uday phrse Rone lagta keh 😭 Usne Apni Princess ko phrse kho diya 😭 )
BACK GROUND MUSIC ENDS
us Girl keh jaate hi Uday phrse rota hai... 😭 Aur Uday rooh hi raha hota hai keh Uday keh Front se 3 Years Baby ati hai aur Uday usey dekhta hai toh usey Flashbacks yaad ate jab ManVeer ne Family Planning Start ki... 😊 😳 Phr Manyata ka Confirm hona keh Woh Pregnant hai... 😊 😳 Phr throughout 9 Months tak ManVeer ka Love... 😊 😳 Aur jab Manyata ki Delievery hui tab ka ManVeer ka Love Uday ko yaad ata. Aur woh Apni Bachi yani Angel ko dekhta toh Uday ko apni Bachi main Manyata yani Apni Princess Nazar ati... 😊 Manyata keh jaise Eyes. Ears. Cheeks. Skin Colour. Manyata ki jaise Naughty Shariti. Lakin Lips Uday keh jaise with Charming Smile 😊 jis par Har Koi Fida hai abhi tak.. Uday apni Beti keh Face par Smile dekhta 😊 toh Uday ko Manyata keh Taunts yaad ate jab Manyata dusri Girls ko Uday par Flirt karte hue dekhti... 😡 Uday keh kareeb jati Uday keh Charming Smile aur Face ki wajase... 😡 Toh Manyata ko bht gussa ata 😡 aur Uday ko sunati keh yeh sirf uski wajase hota hai aur Uday Manyata ko ase Dekh kar Khub Enjoy karta 😃 aur Fire main Fuel Add karta. 😃 Aur phr Uske Bad Manyata ko manata.. 😊 yeh sab Yaad karke Uday keh Eyes se Fresh Tears nikal ate 😭 aur Uske Lips par Smile ajati 😊Phr Uday apni Beti ko Gud main uta ta aur Angel apne Papa keh EYes main se nikalte hue Ansu ko Wipe karti Kiss de kar kehti
Angel: No Tears.. 😊
(phr Uday apni Beti apni Angel ko ase kehte hue dekhta toh apni Beti keh Pure Face par Kiss karta. Phr)
Uday: Angel Papa ko kabhi Chur kar nae jana. Aap Papa aur Mama ki Pyaar Ki Nishani ho... 😊 Aap Papa ko kabhi chur kar nae jana Humari Bachi.. 😊
Angel: kabhi naeee... 😊 No Tears.. 😊
(Angel keh kehte hi Uday keh Face par Smile ajati 😊 aur uske Eyes main Tears 😭 aur Uday phrse Apni Bachi ko Kiss karta aur Dur se Dekh raha koi Uday aur Angel ko ase. Toh Apne Dill main kehta)
Person: woww What A Lovely Bond. Toh Finally Yuvraaj ya Maharaaj ya Shansha ya King ko yaad aa hi gaya Apna Past. Apni Princess keh barema yaad lakin yeh yaad nae hai keh kab inka Accident hua tha toh kaise Manyata ki Body ko badal diya tha us Burned body keh saath. Aur uske bad Zinda Manyata ko Declare Kardiya Dead Manyata. Aur uske bad se Manyata Mere Pass hai King UdayVeer Singh... 😈 Lakin jab tak Mein Zinda hoon usey Tum tak ponchne nae donga Mein.. 😈
(yeh keh kar woh Person apne Dill main Gussa karta hai 😡 phr kuch hi Seconds bad Evil Smile deta hai aur wahan se chala jata hai aur Uday apni Beti ko lekar bhi wahanse)

Uday apni Beti Angel ko Gud main utha kar leta hai aur Uday ko ate hue dekh kar..
Unnati: Dada Aap kahan Gaye tey..
Uday: wahai Rajkumari Unnati Opps To Be Rajkumar Vijayendra Singh's Wife... 😡
Vijay (interrupting): yeh Aap kya keh rahe hain Uday Banna. Aap ase kaise Unnati se ase baat karsakhte hain. Unnati apki Chotii hai aur Aap.
Uday: stop it Rajkumar Vijayendra Singh.. 😡
Jagat: Bhai Aap yeh kya keh rahe hain.
Uday: kyunn Rajkumar Jagat Singh apko bura laga. Haan.. 😡 Humara Asa kehte ho Hue Haan... 😡
Ds: Uday jo bhi Apko kehna hai Aap Saaf btaye. Kahan Gaye tey Aap aur Kyunn ase Baat karhe hain Aap. Hua kya hai Apko.
Uday: Rajmata Mrinleni Devi yeh Baat Aap Humse poch rahi hain ya phr Yeh Baat Humain Aap se Pochni Chaye keh Kya Hua hai.. 😡
Griraj (gusse se): Uday yeh Aap kis tarhan se baat karhe hain Maa Sahab se.. 😡 Maafi mangye Aap... 😡
Uday (Griraj keh Pass akar aur Grirak keh Ankho main dekh kar): really Maafi aur woh bhi Hum kis baat ki bhul jaye... 😡 Waja Maafi mangne ki. Btayeee... 😡 Chale Hum Mang lainge lakin Aap Sab (Sab ko dekh kar round round hokar) pehle Humare Chote se Sawal ka Jawab dijiye. Keh Aap Sab Yahan kya karhe hain. Btayeee...
All (slammeringly): woh wohhh...
Uday (interrupting): thats it. Time Up. I said Time Up... 😡
(phr Jay Uday keh pass ati aur uske Shoulders par Haath rakhti aur Toh Uday Jay ka Touch apne Shoulder par Feel karke Jay ka Haath hata deta toh)
Jay: Uday asa kyun karhe ho Aap. Aap Ko jo kuch jaana hai Humse Pochye na Apni Jayu Se. Haan...
Uday (haskar): ohhh really. 😃 Kya Aap yani Rajkumari Jaynandini Humain Humari Princess keh barema btayaingi. Keh Humari Princess aur Humare Darmiyan kya Rista tha Bachpan se. Nooo nottt Bachpan se Jab se Princess is Duniya main ayi thi. Btayee Aap bta sakhti hain..
(Uday ki yeh baat sunkar sab pareshan aur Shocked 😲 😲 hojate keh ab Uday se kya kaha jaye. Aur Jay Uday se Slammeringly karhi thi toh Uday)
Uday: rhene dijiye Aap Rajkumari Jaynandini... 😡 Humain Sab pta chal gaya hai. Humari Princess keh barema keh unka aur Humare Darmiyan kya Rishta tha aur Kitna Pyaar tha. Humara Pyaar Humari Princess keh jaane bad asa Humari Kismat ne chupaya jaise manano asa kuch hua hi nae tha... 😭 Aur Kismat ne woh hi kiya jo Bachpan se karti ayi hai. Bachpan se Humain Dur karti ayi hai... 😭 Pehle Kidnapping se. Phr Neelaxi Danish ki wajase. Phr Accident ne jiski wajase Princess ne apni Memory khodi. Phr Akash woh hi Akash jo Humne kabhi socha bhi nae tha woh Mar kar bhi Zinda hojayega aur woh Murari. Pehle Humari Princess ko Kidnap kiya phr jab mili aur jab Hum ek Hone wale tey toh Akash aur Murari ne Humain alag kardiya. Phr uske bad jab Humne in Muskilao se larh kar ek hona Chaha Shaadi hui aur phr Humari Pyaar ki Nishani (smile keh saath 😊 aur Ankho main Ansu keh saath 😭 ) is Duniya main Ayi jiska Asaali naam Kuch aur hai lakin Hum sab usey Angel khete hain. Kyuke Humari Beti hai Hi Angel.
Uday (ab Rote rote hue Face se): Par Kismat ne Humain Humari Princess se Dobara dur kardiya itna Dur kardiya keh ab Nazdeekiyan kabhi nae hosakhti... 😭 😭 😭 Humari Bachi se Uski Maa cheen li aur Humari Zindagi. 😭 😭 😭 Mar Diya Humari Princess ko un Gundo ne. 😭 Kho diya Humne Apni Princesss ko... 😭
(yeh keh kar Uday Rote Rote 😭 😭 hue Zameen par bait jata aur Uday ki btain sunkar aur Uday ko ase dekh kar sab ki Ankho main Ansu ajate 😭 aur Uday ko sambhalne keh liye Uday keh kareeb ate lakin Uday apne Haath se aur Muh keh Ishare se mana kardeta. Phr bhagti hui Angel Uday keh pass ati aur Uday keh Ansu ko Wipe karti aur Uday keh Eyes par Kiss karti 😊 aur phr Hug karti 😊 aur Uday apni Bachi ko ase dekh kar usey bht tightly Hug karta hai aur Rooh ta hai. 😭 Phr Angel Hug break karke)
Angel: Aap bht Bure ho. 😔 Aap Rote Rote rehlete ho. 😔 Aap mat Rooh lakin Aap... 😡 Nae sunte meli baat. 😡 Jaho Ab apki Angel khati hai. Nae baat kalegi ab Aap se. Jahoo naraz hai... 😡 😊
(yeh keh kar Angel apni Bacho wali Language main keh kar wahan se jaane wali hoti hai keh Uday Angel ka haath pakr leta hai. Aur Angel keh dono haato par Kiss karta hai. Phr Angel ka haath lekar apne Eyes se nikalte hue Tears ko Wipe karta aur Angel ko Hug karta. Phr Hug break karke)
Uday: Sry Angel ab Papa nae Roohainge. 😭 Mama keh bad Papa zinda hain aur rhainge toh Apni Angel ki wajase... 😭 Jo Humari Princess aur Humari Pyaar ki Nishani hai. 😊 Ek baat btaho Angel Aap Papa jaise kyun nae ho Mama keh jaise ho.
Angel: Angel Loves Mama Papa. 😊
(Uday Angel ki baat sunkar Angel ko Hug karta hai aur)
Uday: Angel Papa also Loves Mama and U. 😭
Uday (thoughts with Tears): I Love U Princess alot. 😭 Thanks Humain itna Pyara Gift dene ki jiski Humain Chahat kabse thi.. 😊 😭 Aur Princess Hum Wada karte hain Hum Apni Angel ko tumara aur Humara Pyaar zaroor dainge. Usko waise hi banainge Apne Pyaar se jiska Hum dono ne Milkar Khwaab dekha tha. 😊 😭 Princess tum Aj nae ho Humare Pass lakin Angel ko Tumari Kami kabhi Mehsus nae hone dainge. Usey sab btayainge keh Uski Mama aur uske Papa kitne Pyaar karte hain apni Angel se. Aur jab Angel Mama keh Tummy main thi tab kitne Complications hue tey lakin jaise Angel keh Mama Papa Fighters hain ussi tarhan Angel bhi Fighter hai. 😊 Princess Hum Wada karte hain Hum Apni Bachi Apni Pyaar Ki Nishani tak Burayi ka Zara sa bhi Saaya nae ane dainge. Usko har woh Khushi dainge jo Hum ne mill kar Decide ki thi. Aur Hum usey Itna Pyaar dainge keh woh Bigar jaye lakin pta hai Princess Humari Beti tumari Carbon Copy hai. 😭 😊 Tumari tarhan Ziddi hai. 😊 Apni baat man wa kar churti hai. 😊 Aur jitna bhi usey bigarne ki koshish karlain lakin nae bigare gi kyuke apni Mama keh jaisi jo hai. 😊 Humari Little Princess. 😊 😭 Manyata 2. 😊 😭 Humari Jaaneman. 😊 😭 Ab Humara Sirf ek hi Maqsad hoga Keh Hum apni Beti keh liye Jeeyainge... 😭
(Uday yeh sab Angel ko Hug karke apni EYes close karke aur Tears keh saath kehta. 😭 Phr Hug break karke Angel keh Pure Faces par Kisses karta. Phr)
Uday: Angel Bache hamsha ek baat yaad rakhna Papa aur Mama Aap se bht Pyaar karte hain. 😊 Beshak Mama humare saath nae hain. Lakin woh Humain dekh rahi hain aur Humare Dill main bhi hain. 😊 Mama aur Papa har waqt apke saath hain. 😊 Har waqt. 😊 Angel Ab Aap jaho Papa ate hain. Okay Bache.. 😊
Angel: okay Papa 😊
(phr Uday Angel keh Forhead par Kiss karke uth kar wahan se Apne Room main chala jata hai jahan ManVeer rhete tey apni Shaadi keh bad aur Main Hall main sab keh Ankho se Continously Ansu ahe jarhe hote hain 😭