hawww kaha chali gaye sir ne wapis bula liya kya hahaha 🤣😡ufff tera kuch nahi ho sakta dost ko itna zalel karti hai kay baat karne se phele das bar sochna parta hai har baaat mai kuch ulta jawab 😆ha janti hu bari tu aaye sir se bolne wali janti hu mujh milne se tujh kya lena dena acha ab bata class kyu nahi gaye