Originally posted by: Asmimelody
res edited😃 hmm...achha nahi tha...balki bohoth accha tha mujhe pehle accha nahi laga ki tumne hamare ManVeer ko handicapped banaya but kahani bohoth feeling bhari hui thi aur simpal bhi!wo dono aise hone ke bawajood unhone pyaar kiya😊saccha pyaar!aur Uday ne door se hi uske pareshani ko kitni acche se samjha😃aur wo wali line Manyata apne pati ki aankhon se ab duniya dekhti hai wow! tumhari pichli waali kahani se a totally alag hai usse iske saat compare nahi kiya jaa sakta..wo bhi accha tha aur ye bhi👏👏awesome!👍🏼 aur ye sab issliye kyun ki tum meri behen hona aakhir kuch toh gunn aaye hi honge..😉im proud of youkeep it up 😆 😆 lolz..