Originally posted by: honeey_16
😆oh jee koi baat nahi mujhe apki awaz yahan tak ai thi.....🤣maine jawab diya tha par wahan itne logon main apko mera jawaab hi nahi sunai diya hoga😆😆😆
sach kaha hai aap ne ...meri awaaz bekaar nahi gayi... aap tak pahunch hi gayi .... shukriya ke aap ne jawaab bhi diya .....
waise abhi holidays kab tak hain aap ke ...kal tho sunday hai koi khaas programe hai kya ? outing ka ?