Wah Wah Putija, ghunghat ki to aapne barah hi baja di ek ek karke !! 😆😃👏 Lets see if CVs terah bajate hain ya kya hehe !! 😕
n_sinha, bindaas naye naye nagme ... chaloo rakho !!!
Arre Anu, wah wah kudiye !! OSO Main agar kahoon ~ bhai iss tarah meri pasandeeda Sonu ke nagme bajayoge to haal behaal ho jayega !! 👏 And love love love Aapke pyaar ne ! It also happens to be Alka's own fav song !! And abs love Suresh Wadkar's Tumse milke .. That also happens to be his own fav song !! Kya baat kya baat !! ⭐️⭐️
Raman dear, ye to aapne jalwa dikha diya ~ Naino wali ne and Rukh se zara naqaab utha ke !! (yaad hi nahi raha ki ghoonghat ka urdu word naqaab hai, kya baat !! 👏👏 Oh my Oh my, moi fav Ye dil diwana from Ishq par zor nahi !!! Sadke jawaa !!! ⭐️⭐️
Ok, Radhika ne kal raat ko "Ye raatein nayi purani" (our daadi actually singing!) ka ganaa yaad kiya, aaj subah ko usse BHOR BHAYE PANGHAT PAR yaad aata hai, kyonki Dev ab apni natkhat MASTI par phir se poori tarah utar aaya hai (thank god !!) 😉😉
Laajawaab Anwesha !! I can only bow down out of respect for such young extremely talented artist !! ⭐️⭐️⭐️
[YOUTUBE]http://www.youtube.com/watch?v=4L1Gk5eWqRo[/YOUTUBE]
(bhor bhaye panghat pe
mohe natkhat shaam sataye) - 2
mori chunariya lipti jaye
main ka karoo hai raam hai haaii
bhor bhaye panghat pe
mohe natkhat shaam sataye
mori chunariya lipti jaye
main ka karoo hai raam hai haaii hai
bhor bhaye panghat pe
koi sakhi.. saheli.. nahi
sang main akeli
koi dekhe toh yeh jaane
paniya bharne ke bahane ghagri uthaye
radha shaam se milne jaaye.. hai
bhor bhaye panghat pe
mohe natkhat shaam sataye
mori chunariya lipti jaye
main ka karoo hai raam hai haaii hai
bhor bhaye panghat pe
aaye pawan jhakora
toote ang ang mora
chori chori chupke chupke
baitha kahi pe woh chupke
dekhe muskaye
nirlaj ko ha ha
nirlaj ko laaj na aave
bhor bhaye panghat pe
mohe natkhat shaam sataye
mori chunariya lipti jaye
main ka karoo hai raam hai haaii hai
bhor bhaye panghat pe
main na milu.. dagar main
toh woh chala aaye.. ghar main
main du gali,main du chidki,
main na kholu khidki
neendiya jo aaye
toh woh kankar mar jagaye
bhor bhaye panghat pe
mohe natkhat shaam sataye
mori chunariya lipti jaye
main ka karoo hai raam hai haaii hai
bhor bhaye panghat pe
Edited by radev24 - 14 years ago