Created

Last reply

Replies

1.1k

Views

105.8k

Users

49

Likes

2.7k

Frequent Posters

ReadLo thumbnail
15th Anniversary Thumbnail Rocker Thumbnail + 3
Posted: 15 years ago
http://www.youtube.com/watch?v=Dc_I1_swMIk

hum pyar hain tumhare


--FEMALE--
Aa aa aa, aa aa aa aa - 2
Mm mm hm mm mm, mm mm hm mm mm
Mm mm mm, mm mm mm mm
Hum pyaar hai tumhaare, dildaar hai tumhaare
Humse mila karo, humse mila karo
Koi shikwa agar ho, aur shikaayat agar ho
Humse gila karo, par tum mila karo
Jaa maine bhi pyaar kiya hai
Haan maine bhi pyaar kiya hai

--MALE--
Hum pyaar hai tumhaare, dildaar hai tumhaare
Humse mila karo, humse mila karo
Koi shikwa agar ho, aur shikaayat agar ho
Humse gila karo, par tum mila karo
Jaa maine bhi pyaar kiya hai
Haan maine bhi pyaar kiya hai

--FEMALE--
Hum pyaar hai tumhaare, dildaar hai tumhaare
Humse mila karo, humse mila karo

--MALE--
(Hm hm hm hm, hm hm hm hm hm
Hm hm hm hm hm, hm hm hm)

--CHORUS--
There's a friend for little children
About the bright new skies
A friend who never changes
Whose love shall never die
Unlike our friends by nature
Who change with changing years
This friend is always with us
His name is God alone, hm hm mm mm hm hm hm

--FEMALE--
Kaise main bhula doon voh beete hue pal
Har lamha sataaye voh guzra hua kal

--MALE--
Kaise main bataaoon yeh mushkil raaz hai
Kal aaye na kabhi jo hai voh aaj hai
Meri jaan paas aake bol do muskuraake
Chup na raha karo, chup na raha karo
Koi shikwa agar ho, aur shikaayat agar ho
Humse gila karo, par tum mila karo

--FEMALE--
Aa aa aa, aa aa aa

--MALE--
Phoolon ki vaadiyaan, barfile raaste
Hai jaane tamanna sab tere vaaste

--FEMALE--
Phoolon mein hai chubhan, sardi mein agan hai
Saanson mein raat din yeh kaisi jalan hai

--MALE--
Hey hey hey hey, hey hey hey hey
Ha ha ha ha, hey hey hey hey
Sard thandi hawaayein keh rahi hai fizaayein
Yun na jala karo, yun na jala karo
Koi shikwa agar ho, aur shikaayat agar ho
Humse gila karo, par tum mila karo
Hum pyaar hai tumhaare, dildaar hai tumhaare
Humse mila karo, humse mila karo
Koi shikwa agar ho, aur shikaayat agar ho
Humse gila karo, par tum mila karo
Haan maine bhi pyaar kiya hai

bvs7691 thumbnail
15th Anniversary Thumbnail Voyager Thumbnail Commentator Level 1 Thumbnail
Posted: 15 years ago
Radev snap! 😉 I was watching SaReGaMaPa as well.. heard this song and thought how did we miss this track... such a beautiful track from Movie:Mere Hum Dum Mere Dost.. by M Rafi. Awesome lyrics&Music
http://www.dishant.com/jukebox.php?songid=40581
http://www.youtube.com/watch?v=BeARIFZummA&feature=related

Dev to Radhika....

Na jaa kahin ab na jaa dil ke sivaa
Hain yahii dil kuuchaa tera
Aeh mere humdam mere dost
Na jaa kahin ab na jaa..

Be-sabaab udegi harki
Teri pair-han ki khushboo
Idhaar toh aah savaar duu
Khule Khule yeh gesu
Waffa se pii hain shabaa
Na jaa kahin ab na jaa...

Aake khuun-e-dil milaake
Bhar duun in labon ke khaake
Bujhaa bhujhaa badan teraa
Kaval kaval banaa ke
Khilaa duun rang-e-hinaa
Na jaa kahin ab na jaa...


Aaj sahar-e-dil mein chalkar
Suurat-e-chiraaG jalkar
Jhukii jhukii gayi nazar
Ke kaajal se dil pe
Likhe aah naam-e-vafaa
Na jaa kahin ab na jaa...
❤️
Edited by bvs7691 - 15 years ago
evasumi thumbnail
16th Anniversary Thumbnail Rocker Thumbnail + 6
Posted: 15 years ago
Hey Bhavi.. That's really a beautiful song.. Love it the lyric and the music of that song
evasumi thumbnail
16th Anniversary Thumbnail Rocker Thumbnail + 6
Posted: 15 years ago
I will take AA
Door gagan ki chou mei
Singer(s): KISHORE KUMAR
Dev to Radh... He just wants to hide her from everything
Aa chal ke tujhe, main le ke chaluun
ik aise gagan ke tale
jahan gam bhii na ho, aansoo bhi na ho
bas pyaar hii pyaar pale
ik aise gagan ke tale

Suraj ki pahali kiran se, aashaa kaa savera jaage (2)
chandaa kii kiraN se dhul kar, ghanaghor andhera bhaage (2)
kabhi dhuup khile kabhi chhaav mile
lambii sii Dagar na khale
jahan gam bhi na ho, aansoo bhi na ho
bas pyaar hi pyaar pale
ik aise gagan ke tale

Jahan door nazar daud aae, aazaad gagan laharaae laharaee (2)
jahan rang birange panchhi, aashaa kaa sandesaa laayen (2)
sapano me pali hansati ho kali
jahan shaam suhaani dhale
jahan gam bhi na ho, aansoo bhi na ho
bas pyaar hi pyaar pale
ik aise gagan ke tale

Sapano Ke aise jahan mein jahan pyaar hi pyaar khila ho
hum jaa ke vahan kho jaaye shikuva na koyi ghila ho
kahin bhair na ho koyi ghair na ho
sab milke chalte chale
jahan gam bhi na ho aansoo bhi na ho
bas pyaar hi pyaar pale
ik aise gagan ke tale
aa chal ke tujeh mein leke chaluun
ik aise gagan ke tale
jahan gam bhi na ho aansoo bhi na ho
bas pyaar hi pyaar pale
ik aise gagan ke tale
"L"
Edited by evasumi - 15 years ago
radev24 thumbnail
15th Anniversary Thumbnail Stunner Thumbnail + 2
Posted: 15 years ago
From 1967 Patthar ke Sanam, Laxmi-Pyare Manoj/Mumtaz/Waheeda Rehman, Lata M/Mukesh
http://www.youtube.com/watch?v=wvRinjQpzgk (AGAIN, MUST-WATCH, esp the end !)
Bvs, haajri mari didhi ahiyaan, nahi tar ratre snoring maa pan dev ne rads na meetha meetha swapna ma gota (swimming ?!) levana, kem ?! (ok, ok I tried !!)
Oh, u did find time Eva from your busy IF romantic lamhe, haan ?!?! 😉 (one of my fav KK songs from DGKCM !! And if memory serves me right, this is the only movie which KK composed, starred, produced/directed, and of course sang !! WOW !)
Ok guys this is even better dreamful honeymoon song.. From Kerala our Mr/Mrs RP swooned over to Goa respite (or thereabouts) .. anything, any place is possible in a dreamy world ..
RaDev
Mehaboob Mere, Mehaboob Mere
too Hain To Duniyaa, Kitanee Haseen Hain
jo Too Naheen To, Kuchh Bhee Naheen Hain

Dev
too Ho To Badh Jaatee Hain, Kimat Mausam Kee
ye Jo Teree Aankhe Hain Sholaa Shabanam Kee
yahee Maranaa Bhee Hain Muz Ko, Muze Jeenaa Bhee Yahee Hain

Radhika
aramaan Kisako Jannat Kee Rangeen Galiyon Kaa
muz Ko Teraa Daaman Hain Bistar Kaliyon Kaa
jahaapar Hain Teree Baahen, Meree Jannat Bhee Wahee Hain

Dev
rakh De Muz Ko Too Apanaa Deewaanaa Kar Ke
najadeek Aa Jaa Fir Dekhoo Tuz Ko Jee Bhar Ke
mere Jaise Honge Laakhon, Koee Bhee Tuz Saa Naheen Hain

evasumi thumbnail
16th Anniversary Thumbnail Rocker Thumbnail + 6
Posted: 15 years ago
Yes I missed it... So here is another one of the classic of Md Rafi..
Ok if Devbabu per his promise has taken his Radh to Kerala..
Than let him sing this song to her to praise her beauty while taking her for the boat ride..
Kashmir ki kali... Md Rafiji.... Shammi Kapoor-Sharmila...
ye chaand sa roshan chehra zulfon ka rang sunehra
ye jheel si neeli aankhein koi raaz hai inme gehera
tareef karun kya uski jisne tumhe banaaya
ek cheez qayamat bhi hai logon se suna karte the
tumhe dekh ke maine maana wo theek kaha karte the
wo theek kaha karte the
hai chaal mein teri zaalim kuchh aisi bala ka jaadu
sau baar sambhaala dil ko par ho ke raha bekaboo
tareef karun kya uski jisne tumhe banaaya
ye chaand sa roshan chehra
har subah kiran ki laali hai rang tere gaalon ka
har shaam ki chaadar kaali saaya hai tere baalon ka
saaya hai tere baalon ka

tu balkhaati ek nadiya har mauj teri angdaayi
jo in maujo mein dooba usne hi duniya paayi
tareef karun kya uski jisne tumhe banaaya

ye chaand sa roshan chehra
main khoj mein hoon manzil ki aur manzil paas hai mere
mukhde se hata do aanchal ho jaayein door andhere
ho jaayein door andhere maana ki ye jalwe tere
kar denge mujhe deewana jee bhar ke zara main dekhun
andaaz tera mastaana tareef karun kya uski
jisne tumhe banaaya

ye chaand sa roshan chehra

Edited by evasumi - 15 years ago
bvs7691 thumbnail
15th Anniversary Thumbnail Voyager Thumbnail Commentator Level 1 Thumbnail
Posted: 15 years ago
Eva - yes I thought that when I was listening to the lyrics... so romantic. 😍 Love the KK one... Just an awesome thought take Rad away from that evil Amma....

Radev - Tamari vaat samji gayi... ane sachu kav toh raat na Dev/Radhika naj sapna joti ti...😳

Ok awesome old gem.. I have had all this CD's but never listened to them so intensely before and now all the lyrics mean so much and they are so beautiful... 😍
Movie:Woh Kaun Thi By Lata Mangeshkar & Mahendra Kapoor
http://www.in.com/music/track-chhod-kar-tere-pyar-ka-daman-476069.html

Dev-
Chhod kar Tere Pyaar Kaa Daaman, Ye Bata De Ke Hum Kidhar Jaaye
Radhika-
Hum Ko Dar Hain Ke Teri Baahon Mein, Hum Khushi Se Naa Aaj Mar Jaaye

Radhika-
Mil Gaye Aaj Kafile Dil Ke, Hum Khade Hain Kareeb Manzil Ke
Muskura kar Jo Tum Ne Dekh Liyaa, Mit Gaye Has Ke Sab Gile Dil Ke
Dev-
Kitni Pyaari Hain Ye Haseen Ghadeeyaan, In Se Kah Do Yahee Thhahar Jaaye

Dev-
Tere Kadamon Pe Zindagi Rakh Doon, Apni Aankhon Ki Roshni Rakh Doon
Tu Agar Khush Ho Mein Tere Dil Mein, Apne Dil Ki Har Ik Khushi Rakh Doon
Radhika-
Mere Humdam Meri Khushi Yeh Hain, Tu Nazar Aaye Hum Jidhar Jaaye


Dev-
Chhod kar Tere Pyaar Kaa Daaman, Ye Bata De Ke Hum Kidhar Jaaye
Radhika-
Hum Ko Dar Hain Ke Teri Baahon Mein, Hum Khushi Se Naa Aaj Mar Jaaye
❤️

prabhasfanitaly thumbnail
16th Anniversary Thumbnail Voyager Thumbnail
Posted: 15 years ago
i 'll take "J"

film: jurm

song for dev n radhika.

Jab koi baat bigad jaaye jab koi mushkil pad jaaye
Tum dena saath mera o humnawaaz
Jab koi baat bigad jaaye jab koi mushkil pad jaaye
Tum dena saath mera o humnawaaz

Na koi hai na koi tha zindage mein tumhaare siva
Tum dena saath mera o humnawaaz
Tum dena saath mera o humnawaaz

Ho chaandni jab tak raat deta hai har koi saath
Tum magar andheron mein na chhodna mera haath
Ho chaandni jab tak raat deta hai har koi saath
Tum magar andheron mein na chhodna mera haath

Jab koi baat bigad jaaye jab koi mushkil pad jaaye
Tum dena saath mera o humnawaaz
Na koi hai na koi tha zindage mein tumhaare siva
Tum dena saath mera o humnawaaz

Wafadaari ki vo rasmein nibhayenge hum tum kasmein
Ek bhi saans zindagi ki jab tak ho apne bas mein
Wafadaari ki vo rasmein nibhayenge hum tum kasmein
Ek bhi saans zindagi ki jab tak ho apne bas mein

Jab koi baat bigad jaaye jab koi mushkil pad jaaye
Tum dena saath mera o humnawaaz
Na koi hai na koi tha zindage mein tumhaare siva
Tum dena saath mera o humnawaaz

Dil ko mere hua yakeen hum pehle bhi mile kahin
Silsila ye sadiyon ka koi aaj ki baat nahin
Dil ko mere hua yakeen hum pehle bhi mile kahin
Silsila ye sadiyon ka koi aaj ki baat nahin

Jab koi baat bigad jaaye jab koi mushkil pad jaaye
Tum dena saath mera o humnawaaz
Jab koi baat bigad jaaye jab koi mushkil pad jaaye
Tum dena saath mera o humnawaaz
Na koi hai na koi tha zindage mein tumhaare siva
Tum dena saath mera o humnawaaz
Tum dena saath mera o humnawaaz

avi28 thumbnail
16th Anniversary Thumbnail Voyager Thumbnail Fascinator 1 Thumbnail
Posted: 15 years ago
wow guys so beautiful romantic songs.
Radev, Eva, Bvs......i was reading the lyrics......so beautiful....so prefectly fits for our radev, i'll listern to them afterwards.


Movie: Bees saal bad
Link : http://www.youtube.com/watch?v=f5LOfPExOOc

Jab Rad rooth jayegi aur Dev manathe manathe uske picche picche jatha hai.😆

Zara Nazron Se Keh Do Ji Nishaana Chook Na Jaye
Zara Nazron Se Keh Do Ji
Maza Jab Hai Tumhari Har Ada Qaatil Hi Kehlaye
Zara Nazron Se Keh Do Ji

Qaatil Tumhe Pukarun Ke Jaan-E-Vafa Kahun
Hairat Mein Pad Gaya Hoon Ke Maein Tum Ko Kya Kahun
Zamaana Hai Tumhaara
Zamaana Hai Tumhaara Chaahe Jiski Zindagi Le Lo
Agar Mera Kaha Maano To Aise Khel Na Khelo
Tumhaari Is Sharaarat Se Na Jaane Kis Ki Maut Aaye
Zara Nazron Se Keh Do Ji

Haye, Kitni Maasoom Lag Rahi Ho Tum
Tumko Zaalim Kahe Vo Jhootha Hai
Ye Bholaapan Tumhaara
Ye Bholaapan Tumhaara Ye Sharaarat Aur Ye Shokhi
Zarurat Kya Tumhen Talwaar Ki Teeron Ki Khanjar Ki
Nazar Bhar Ke Jise Tum Dekh Lo Vo Khud Hi Mar Jaye
Zara Nazron Se Keh Do Ji

Hum Pe Kyun Is Qadar Bigadti Ho
Chhedhne Vaale Tumko Aur Bhi Hain
Bahaaron Par Karo Gussa Ulajhti Hain Jo Aankhon Se
Havaaon Par Karo Gussa Jo Takraati Hain Zulfon Se
Kahin Aisa Na Ho Koi Tumhaara Dil Bhi Le Jaye
Zara Nazron Se Keh Do Ji
evasumi thumbnail
16th Anniversary Thumbnail Rocker Thumbnail + 6
Posted: 15 years ago

Ok here with the beautiful oldeis from film Ujala .. Lata-Mukesh..

Dev has taken his RAdh away from all jalnewallon ... To phir Radh masti mei khu na gaye ye gana apne Dev ke sath...
To Radh and Dev... with love,,,
Duniya Waalon Se Door Jalnewaalon Se Door
Aaja Aaja Chalen Kahin Door ...Kahin Door...Kahin Door

Jo Pyar Ka Jahan Hai, Har Dil Pe Meharban Hai
Kuchh Aur Yeh Zameen Hai, Kuchh Aur Aasmaan Hai
Na Zulm Ka Nishan Hai , Na Gam Ki Dastaan Hai
Har Koi Jisko Samjhe Woh Pyar Ki Zubaan Hai
Duniya Waalon Se...

Ulfat Ki Raagini Mein Mastani Bekhudi Mein
So Jayange Do Dil Ulfat Ki Chandni Mein
Phir Kya Karegi Duniya, Jal Jal Maregi Duniya
Taaron Mein Do Sitare Dekha Karegi Duniya
Duniya Waalon Se...

Haathon Mein Haath Dale Khud Ko Bina Sambhale
Niklenge Hum Jidhar Se Ho Jayenge Ujaale
Chanda Kahega Haskar Seene Par Haath Rakhkar
Woh Ja Rahe Hain Dekho Do Pyar Karne Waale
Duniya Waalon Se...
Edited by evasumi - 15 years ago

Related Topics

Top

Stay Connected with IndiaForums!

Be the first to know about the latest news, updates, and exclusive content.

Add to Home Screen!

Install this web app on your iPhone for the best experience. It's easy, just tap and then "Add to Home Screen".