wo jo larki hai na jis ki main baat karta hoon ke os se sab share kiya main ne os se baat isi liye nahi hoti ab,
pehle wo kehti thi tum pagal ho theek hona chaho to ho sakte ho, main ne 2 saal yehi suna phir gusse me a kar os ko sab btaya ke suno! eyse he mu utha kar kuch bolo na jab tumhain maloom nahi ke mera kya haal kiya os naaign ne.. meri story sun kar os ko rona a geya or os ne kaha tum thek nahi ho sakte ab samjh ayi,
lekin phir os ne zid change kar di or kaha os ko wapis le kar aao. main ne kaha mujhe insult karwane ka shok nahi may 2019 me karwa li ab bus, lol
phir os ki zid thi ke ok na karo lekin mujhe os ka number do main baat karon. main ne kaha noo eysa nahi hoga, or os ki ye zid khatam nahi ho rahi thi to main ne kaha ok yehi zid hai to nikal jao yahan se. mujh se baat na karna kabhe becoz jo tum keh rahi ho wesa main nahi karne wala , on se baat nahi karwa sakta chalo bhaago yahan se, lol
to yes. mujhe kisi se koi umeed nahi, or na he main koi umeed laga kar betha hoon. main ab khud is kabil he nahi raha to baat khatam :)
929