koi kehta hai pyaar nasha hota hai,
koi kehta hai pyaar saza hota hai,
agar muhabat karni hai to sache dil se karo,
kiyon ke pyaar he jeene ki asli waja hota hai,
Bigg Boss 19: Daily Discussion Thread - 26th Sept 2025
DANDIYA NIGHT 26.9
🏏T20 Asia Cup 2025: IND vs SL, Match 18, A1 vs B1 - Super 4 @Dubai🏏
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai Sept 26, 2025 EDT
Abhira master planner of breaking Arman relationships
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai Sept 27, 2025 || EDT
DIL DOORMAT 27.9
Besharmi ki sari hadein paar karegi Abhira- Media is catching up
Sabse Nalla Kaun in gen 4
ANOTHER NAYA SUFFER
Book Talk Reading Challenge: open to volunteers
Anupamaa 26 Sept 2025 Written Update & Daily Discussions Thread
Nominations For 70th Filmfare Awards
koi kehta hai pyaar nasha hota hai,
koi kehta hai pyaar saza hota hai,
agar muhabat karni hai to sache dil se karo,
kiyon ke pyaar he jeene ki asli waja hota hai,
mera is pe dil a geya hai,
is se pehle ke ye bhe koi naya ''ashiq'' dhond le or main dekhta he rahon mujhe is ko apna bana lena chahiye, lol. ye 2019 hai, insaano ke sath sath chezon pe bhe trust nahi raha ab,
rayban main a raha hoon, aaj he buy karni hai ye,.
ansarli mujhe ye na sikhao ke kya ho sakta tha, jo ho geya hai os pe baat karo, lol
---
ansarli pyaar ki zara bhe baat ki to main ignore karon gi, rona band karo mujhe koi fark nahi parta..
----
''os ko'' meri zarorat hai main ja rahi hoon, or yahan nahi aney wali.
-----
ansarli main ne os ko mil kar he pyaar ka matlab samjha hai, tumhare oper jo meri feelings thin wo transparent thin, isi liye to main ne itni jaldi os se pyaar kar liya...
------
ansarli mujhe pehle se pata tha main tumhain chor doon gi, or aaj wo din hai..
-------
wo mujhe pyaar he itna karega ke tumhara kheyal bhe mere dil main nahi ayega...
--------
bechara ansarli, bina kisi galti ke mara geya, lol
ager mera dil mujhe 1 bhe nahi rulana bhool jaye na to meri eid hogi os din... hai to mera he or meri he nahi sunta ye, siraf 1 din mujhe wo wala ansar ban ke jeene de jesa main kabhe hova karta tha.. ankhon main shararat. face pe hasi.. siraf 1 din zeyada nahi...
dil hamara bohot nazuk hai, zara kheyal rakhna,
ho kabhe na juda hum tum se, labon pe bus itni faryaad rakhna,
----
bohot ache se kheyal rakha nazuk dil ka,. koi rakh he nahi sakta itne ache se :P
tumhare pyaar ka mosam,
har mosam se suhana hota tha..
💔 💔 💔
Originally posted by: Defected-Piece
ager mera dil mujhe 1 bhe nahi rulana bhool jaye na to meri eid hogi os din... hai to mera he or meri he nahi sunta ye, siraf 1 din mujhe wo wala ansar ban ke jeene de jesa main kabhe hova karta tha.. ankhon main shararat. face pe hasi.. siraf 1 din zeyada nahi...
main kitni galtiyan karne lag geya hoon type karne main..
* mujhe 1 bhe din rulana bhoo jaye na * likhna ye tha or likha kya geya, lol
mera 1 bohot he special friend Canada calgary se yahan a raha hai.. hayee calgary..
wo mere liye a raha hai. os ko last time main 2007 main mila tha, wo pakistan geya zaroor magar jab bhe geya main pakistan nahi hota tha,
tab ye sab chezain nahi hotin thin jo aaj hain. to ye mujhe call kiya karta tha, or os ka bill kitna ata hoga ye wohi janta tha, kiyon ke tab call bohot mehngi thi yaar.
wo mujhe 1 he baat kaha karta tha ansar plz apna email to banao wahan baat kar lain ge, magar main ne kaha ho he nahi sakta bhool jao, kiyon ke 2010 se pehle main internet pe tha he nahi,
almost 12 saal ke baad. wo shayed ajeeb feel karega mujhe mil kar, 12 saal pehle wala ansar to zinda tha na, abhe wala to bus sans le raha hai, or mere jitne bhe dost hain wo mujhe isi liye pyaar karte hain kiyon ke wo chahte hain main jesa tha wesa he rahon. i dont know abhe os ko kesa feel hoga,
mujhe abhe os keyliye FL jana parega 1 baar phir, kiyon ke wahan os ke koi uncle hain to wahan ayega wo, koshish ki thi main ne wo yahan aye or mere paas rahe, magar wo is larke ko nahi janta jis ke paas main hoon.
i know wo koshish karega main os ke sath canada jaon, magar nahi, mujhe calgary nahi jana.. jab sapne toot gaye to is baat ka sawal he peda nahi hota.
ye to thanks os ko wo mere liye apni busy life se time nikaal kar siraf mere liye yahan a raha hai..
kuch log sach main apni dosti ko bohot ache se sabit karte hain, or bina kisi matlab ke, jab is ne pakistan se jana tha to main ne is se kaha tha tum ja to rahe ho kahin bhool to nahi jaoge mujhe? is ne kaha tha ansar kuch chezon ka jawab dena zaroori nahi hota, bus kar ke dikhana parta hai, or is ne wesa kiya,
abhe main soch raha hoon os ke sath FL main karon ga kya, lol mujhe kuch pata nahi kya kya hai dekhne wala,
This CC is for discussions regarding IB + idhar udhar ki baatein .. Rules: NO Discussion of any other Fandom allowed in This CC in regards to...
Rules for this CC This is a "NO ENTRY" CC. Meaning, don't dare set your foot in here because we WILL NOT allow anyone else into our CC anymore....
Welcome everyone to the SEVENTH CC thread where will share our dewaangi as pankhis (fangirls) of our fav itv shows, fav actors and actresses...
931