hahahahahahaha shru hamare bech yeh bi hona tha🤣 uff vampire ka poch rae thi n mein paakhi ka 😆Originally posted by: .Shru_RK.
hey bhagwan isko kehte hai misconception due to lack of correct data🤣🤣
me FANAAH ki ANSHUMAN k baare mein baat kar rahi thi aur tujhe laga ki PAAKHI ki anshuman hai🤣🤣
wo anshuman insaan tha moni hatta katta aadmi tha.. ye anshuman vampire hai wo bhi ICU mein aakhri saans leta hua patient jaisa dikhta tha🤣
90