Originally posted by: -.SapnokiRani-.
wow.. you know kal hi maine dad se kaha ki hum xbox kyu nai laa sakte 😆 toh dad ne kaha ki phir usme eysi fighitng wali and action wali hi sab ati hai tum khelogi 😆 🤣 🤣 phir maine kaha ki hmm usmein koi problem toh nai agar mein khelo toh woh abhi soch rahe hai ki buy karein ya na 😆 unko yakeen nai ata ki maine haan kaha ki mein eysi games bhi khel sakti hon 🤣 🤣 dekhna mein 100% sure hon woh phirse mujhe puchenge ki tum sure ho ki tum khelogi eyse games 🤣
hahaha to sure kar do na yaar enjoy karna sachi blv me maza aye ga🤣🤣🤣 lekin lena xbox one ya play station 4 PS4 le lo😉
1k