arre future mein kaam aaega i'm sure, 😈 🤣 aur 104 nai mana ja sakta 🤣 🤣 jab sab ko maloom hai ki mein masoom hoon toh phir dar kis baat ki 😉 🤣 🤣 ofcourse, itna ghoomaya mujhe, n phir bhi maine koi saza diya bina maaf kiya apko, u shud be glad na 🤔 🤣
ok ok wait karo main na wo FMN se pochon ga😉🤣🤣 hahaha🤣🤣
acha maf na karti to kya hona tha😈🤣🤣 main ne jeise kuch shori kiya ho🤢🤣