Originally posted by: --devil-mind--
khak theek rehta hai, bechari sahi tarhan so nahi patin😆
nahi ho sakta Naaz, ager hota to main kabhe wait na karne deta, kio ke mujh se on ki takleef nahi dekhi jati,
reh chuka hoon, wahan main he hota tha mom ke pas, on ko dekh kar, bar bar rona start kar deta tha, jab koi milne ata tha to samne he nahi ata tha, coz jab main sad hota hoon to kisi ke samne jaon to rona shoro kar deta hoon,yahan tak ke jab doc ne mujhe btaya ke 4 5 hours tak hosh na aya to samjh jana sab khatam, to os waqat main bhe khatm ho geya tha,, main ne sis ko fhone kiya bat nahi ho saki to, phir SMs kiya😆