Part 3 (last) of Garden Scene
"Ap so gaye" - khirad said
Khirad ki awaz pe usney palat ker ussey dekha ..khirab bhee ussi ko dekh rahi thee
"Mujhey ap se aik baat kehni hai" without looking at him she said in serious tone ..wesay bhee uski ankon main ankey dal ker vo kabhi baat nahi kerti thee..agar vo ussey dekh raha hota to vo tab bhee idhar udhar dekha kerti thee ..start main ashir ko bohat ajeeb lagtha per baad main vo uski mashrikiyet (eastern) ko bohat enjoy kiya kerta thaa
Mainey dupaher main apse jhoot bola thaa" vo sherminda se awaz main ser jhuka ker boli .."ap nursury gaye howay thee tab mainey vo sarey pots saja ker bahir rekhwaye thee..mujhey bata thaa vo shades main rekhney waley plants hain ..mujhey gardening ki abc bhee nahi ati per apko gardening main itna involve dekh keh mujhey bhee shoak howa keh main bhee yeh kaam keron ...speech same as in drama"
vo jitni simplicity keh saath sab kuch bata rahi thee utna hi ashir shocked thaa ..vo itney hours se sirf itni choti se baat pe itna pereshan thee aur vo bata nahi kiya kiya uskey baraay main soch raha thaa..seeing ashir quiet khirad said again
"ap us waqat itney gussay main thee keh mujhey apko batatey howay der laga keh yeh plants kisi servant nay nahi mainey rakhey hain""
Us waqat der laga thaa ab nahi lag raha..mujhey to abhi bhee gussa a sakta hai " he said it in serious tone after seeing her innocense and simplicity
"Lag raha hai per main jhoot bol ker so nahi sakti ..baat choti si hai per jhoot to jhoot hai chahey bari baat pe bola jaye yeh choti mamoli baat pe"
Vo herat se ankhain khole iss bohat mukhtalif larki ko dekh raha thaa
"Baba kehtey hain jhoot bolna pehli baat asan hota hai ...same long dialogue
Ashir apney samney leti howi is larko ko bohat herani se dekh raha thaa..uskey relatives friends main koi bhee aesi lerki nahi thee..aesi sachai, masoomiat, saadgi usney apni life main kahin nahi dekhi thee . he felt proud on himself that without asking he has got such unique and special girl in his life ..for his life partner he wanted a girl to be confident intelligent and understandable who can match his mental level but destiny aur luck without asking has given him that much that nothing left more..suddenly usney khirad ko apney nazdeeq kerliya aur ussey apni bahon keh hasar main lekey khirad ke ears main sergoshi ki (hugging style)
"tumhain bata hai khirad tum bohat achee ho. tum se achee lerki main apni puri zindagi main nahi dekhi ..humesha aesi hi rehna khirad. tumhari yeh saadgi aur sachai anmol hai"
End
1k