Part 2 of Garden Scene
"kiya matlab tumney abhi tak khana nahi khaya abhi tak"
"Main apka wait ker rahi thee"
iss mashraqi ada se ussey khushi nahi bulkey bohat gussa aya thaa..uskey intezar main vo 5 bajey tak bhoki bethi thee..had thee is fazool herket ki ..she understood his anger and unpleasent look so immediately started giving justification
"Aj lunch mainey banaya hai isliye mainey socha keh hum saath..." bolety boltey vo kudh hi jhujhak keh chup jogeye..asher nay abhi tak lunch pe nazar nahi dali thee..aur ab jab gor se dekha to ussey table pe apni pasand ki kaafi dishes nazar ayin ..vegetable rice, smoky almind chicken, his fav green olives italian salad and for sweet stawbery taurt ..uski begum nay pehli baar uskey liye khana banaya thaa aur vo bhee uski pasand ka ..he was damn happy
"yeh baat thee to mujhey pehley bula leti khaney keh liye"
"Ap itney busy thee apney kam main"
"To kiya howa main thori dair keh liye kam chor ker a hi saktha thaa" apni plate main salad daltey howay usney kaha..kirad ka kudh ko importance dena, uskey liye khas tor pe lunch tiyar kerna aur uskey saath lunch kerney ki khwahish rekhna ussey (Ashir) ko bohat hi acha laga thaa
"tumhain cooking kerna ati hai ..mujhey to yahi lagtha thaa keh tumhain sirf chai aur coffee banana ati hai"
"ati hai per yeh stawbery taurt and almond chicken first time banaye hain..BBC food pe receipe dekhi thee..ap taste kerkey batayin kesi bani hain"
Even if the food was't tastefull ussey acha hi lagtha but food was really tasty ..vo khaney ki dil khol ker tareef kerta, khoob mazay lekey bohat khushi se kha raha thaa..but during food he felt that khirad is disturbed
He felt as if she wants to say something but unable to utter.
After lunch he saw the same to ussey pooch hi betha
"kiya baat hai khirad ..tum kuch kehna chahti ho"
But replied as no and left the place.
Raat 12 bajey vo duno soney keh liye lait chukey thee.jab laitney keh kuch dair baad usney khirad ki awaz suni ..(to be continued...)
1k