Pata kia maine uss ka interview parha tha............uss main uss ne kaha.........Jab main field main jaane lagta hun to sab mujhy samjhatey hain..........afridi plzzz yaar araam se khailna koi jaldi nahi hai, aur main samajh bhi jata hun.............lekin main field main paon rakhtey hi sab kuch bhool jata hun...........aur phir se de dana dan......😆😆😆
😆 😆😆😆😆
EK baar jab wo log India aaye the tou koi show tha '
tumne dekha wo
SRK ne kaha SHahid bhai kabhi budhe nai hote
Mai chota tha tabse unhe dekh raha hu ....something like this
😆
1k