Originally posted by: kshanikaa
oye tubelight..........
wo to mujhe pata tha
par teri job to sirf weekends ki thi na.... m i right????
to baaki din kahaan thi???
acchha bta .... kaisi rahi???? mazaa aaya??
haan baba weekends pe hi thi
maza toh bahut aaya par sara din khade rehna padta hai
taango mein dard ho gaya tha...1st time kiya tha naa..isliye
so baaki din araam kar rahi thi
aaj jaan mein jaan aayi nd main net pe aayi