LOL! Koi uska Sharon ko kuch bole, aur woh chup rahe. Aise hosakta hai kya? Specially tab, when he knows, Sharon is RIGHT! Usse toh aur dena chahiye tha. Shukar maano, Swayam hai, issilie thoda kam diya, agar Sharon hoti toh, pata nahi, kya karti? 😆 Waise, I would love to see that. Hope, woh din jaldi aajaye.
Same here.😊