Lakho Duayien Mangi
Paya Hai Maine Phir Tujhe
Chahat Ki Teri Maine
HAq Mein Hawaien Mangi
Paya Hai Maine Phir Tujhe
{ Recall the seem to be unending wait swayam did for sharon}
Tu Jaise Kalma Phela
Chaahoon Na Phir Kyun Main Tujhe
{recall the sharon corner, means his hobby was to think of her only}
Jis Pal Na Chaha Tujhko
Us Pal Sajayein Mangi
Paya Hai Maine Phir Tujhe
{recall that he hurts himself more when he unintentionally hurt Sharon}
Jane Tu Sara Woh
Dil Mein Jo Mere Ho
PAdh Le Tu Aankein Har Dafa
{Recall how predictible is our sharon to him.. he can read her eyes so well }
Hoo Hoo
Jane Tu Sara Woh
Dil Mein Jo Mere Ho
PAdh Le Tu Aankein Har Dafa
Haan
Nakhre Se Na Jee Bhi
Hoti Bhi Razi Bhi
Tujhse Hi Hoti Hai Khafa
{recall the khatte meethe pal of swaron}
Jane Tu Baatein Sari
KAtte Hain Raatein Sari
Jalti Diye Se Unbujhe
{recall the sharonlicious dreams of swayam}
Uth Uth Kar Raaton Ko Bhi
Teri Wafaien Mangi
Paya Hai Maine Phir Tujhe
{recall when he use to sit late at night and keep thinking of her and her good}
Sajde Kiye Hai Lakho
Lakho Duyaien Mangi
Paya Hai Maine Phir Tujhe
Chahat Ke Kajal Se
Kismat Ke Kagaj Pe
Apni Wafaein Likh Zara
{recall sharon asking swayam to share their feelings from then onwards}
Haannnan
Chahat Ke Kajal Se
Kismat Ke Kagaj Pe
Apni Wafaein Likh Zara
Bole Zamana Yun
Mein Tere Jaise Hoon
Tu Bhi To Mujhsa Dikh Zara
Mera Hi Saya Tu Hai
Mujh Mein Samaya Tu Hai
HAr Pal Yeh Lagta Hai Mujhe
{recall when swayam says sharon tum meri competitor nahi tum meri ho}
Khud Ko Mitaya Mene
Teri Balayein Mangi
Paya Hai Phir Mene Tujhe
{recall he agreed to change himself for her}
Chaha Tu Chahe Mujhko
Aise Adayein Mangi
Paya Hai Mene Phir Tujhe
9