now coming to my topic.kal swaron scene ke liye jo song use kiya,i must tell u ekdum perfect song selection.i know mere bina main ye song kriyaansh fans ke liye bahot special hain nd i personally think ki wo sog sirf uniko suit karta hain.par kal ke swaron ke scene ke liye ye gaana perfect tha.kyunki sirf swaron hi nahi swaron ke sare fans bhi yahi chahte hain ki ye lamha thehar jaaye, tham jaaye, bas jaaye,sirf swaron ke darmiyaan.god ijust loved it.๐๐๐๐
ab baat tanha ki.unke baare me kya kahe jitna bole utna kam hain.vo dono to beyond perfection hain.just one thing which i want to say is proud to be a TANHA fan.touchwood..mere tanha ko kisi ki najar na lage๐๐๐
kal ka scene describe nahi karungi kyunki mujhe usme sab kuch pasand aaya.swaron ki chemistry, unke dialoge,unki dialoge delivery,bg music.sab kuch ekdum awesum tha.laur tanha expression as usual mind blowing.nd that hug was awesum.sab kuch awesum.mere liye d3 ka happy ending najdik aa raha hain.thank u palki mam nd the creative team for this beautiful moment.๐๐๐๐๐๐๐๐๐๐๐๐๐
9