CHAPTER-5-PLANNINGS
durdhara was sitting in her room alone when chitra entered.
dhuru-are chitra aao.
chitra-kya soch rahe ho durdhara.
dhuru-hum to chandragupta ke baare mein soch rahe hain.
chitra-hmm...bahut yaad aa rahe hain😉
dhuru-bahut.
chitra-to ek kaam karo durdhara,bhaag jao mahel se.😈
dhuru-matlab
chitra-matlab ke bhaag jao aur chandragupta ke paas hamesha hamesha ke liye chale jao.
dhuru-kintu...
chitra-kintu kya,ab tum usse prem karte ho na,to chale jaao gandhara aur ban jao uske jeevan sangini.
dhuru-parantu pitaji ka samman.
chitra-tum kya chahte ho apne pitaji ka samman ya chandragupta ke jaan??tum jaante ho ke tum uske bina nahin reh sakte to jao,jao ye sabko keh do ke haan mein,mein rajjkumari durdhara chandragupta maurya se prem karte hun.
dhuru-parantu chitra ye sambhav kaise hoga??
chitra-ye sab tum muzhpar chod do.
dhanu and chitra's father were in dhanu's room.
chitra's father-maharaj parantu wo mere putri hain.mein aise uska sauda kaise kar sakta hun.
dhanu-jaise tumne apne patni ka kiya tha.tigra dha...he he ...hamein chitra bahut pasand hain,aisa hamne mirgnayani ke baad kise ke liye nahin socha.hamein chitra chahiye,hum use magadha ke maharani bana kar rakhenge,aur durdhara bhe to kitna pasand karte hain chitra ko.
chitra's father-aur hamein kya milega??
dhanu-jo tum chaho...they both evil smiled...and surprisingly chitra was standing outside.she heard it and became more than shocked...😲she got heart broken..💔 .a little love that she had for her father vanished in a second.😭her heart became full of anger 😡 and then she evil smiled...😈.(a plan was going in her mind and she got the idea how to fulfill it)
in gandhara's palace...
rashi in her room-kya karein,kaise pata lagaein ke wo guptchar kya sandesh laya hain,vishal ne kitna bharosa kiya hain humpar,hum aise use niraash nahin kar sakte,and a pigeon came to her window...
she got scared as she didn't got any secret yet.
she wrote something quickly and tied in pigeon's head and the pigeon fled away.
chanakya and cgm with spy...
spy-acharya...maharaj vishal ne hamara anurodh asweekar kar diya.unhone kaha hain ke wo koi vachan nahin dete ke wo he aapse milenge.
chanakya-hmm...tum jaa sakte ho.
spy-jee acharya.
cgm-acharya ab...
chanakya-hum vishal se milne jayenge chandragupta.par usse pehle maine apne guptchar uske saare satya jaane ke liye bhej diye hain.
cgm-kaun acharya??
chanakya sighed.😃
rashi thinking-acharya ke jassosi karna bahut kathin hain aur mere liye to aur bhe,acharya mere pita samaan hain,mein kya karun,mein koi kutil buddhi to hun nahin,acharya ko ek shan nahin lagega ye jaane mein ke mein yahan ek guptchar bankar aaye hun,kya karun mein??
amatya went to malayketu and talked with him and malayketu asked him for some time because he had to consult first with vishal whether to help amatya or not.
that pigeon came to vishal's window.vishal went their and read the msg and he got shocked seeing what was written inside it,he thought that rashi was doing a joke but he knew that rashi is well serious about her job so he believed it and then chuckled.
vishal-waah,ab is khel ka aur bhe ananda ayega,chandragupta aur mera pra😈tiroop.hey prabhu,tere khel tu he jaane.😊
sukhdeva and bhaddu were planning something...
sukhdeva-mrityu de do us chandragupta ko.
bhaddu-kintu kaise,ab wo ek mahraj hain,mein kewal ek samanta.
sukdeva-uske mahel mein ghus kar use maaro,jaise mahapadma ne kalasoka ko maara tha.
bhaddu-kintu mein mahel mein jaonga kaise aur wo chanakya.
sukhdeva-prateeksha karo bhadrashaal ,prateeksha karo,sahe samay aane do aur...