chapter-16
2 days later...
samrat went to his office.
riddhima-good morning sir
samrat-ah good morning doctor.
ridz-sir ah aapse mere dad milna chahte hain,wo bhe doctor hain.
samrat-accha kaun hain?😊
ridz-doctor shashanka,ah sanjeevani hospital ke deen hain.
samrat shocked...😲
samrat-nahin sorry ah mein nahin mil sakta.
ridz-koi problem sir?😕
samrat-haan wo ah...ah...abhe mein jaa raha hun,jab free hounga to appointment de dunga.
he left...
in his office...
samrat thinks-shashanka????nahin agar shashanka ne muzhe dekh liya to sab gadbad ho jayege.muzhe kise bhe haal mein apne aapko expose nahin hone dena hain.
someone knocked at the door again...
samrat-aa jaiye officer...
vishakha-aapko kaise pata ke mein yahan hun.
samrat-aapke door knocking ke through(but its actually her blood)
samrat-hmm...ab kya baat ho gaye??????????😃
vishakha-wo mein...
samrat-ah apologize?okay i forgive you,now???
vishakha-mein koi apologize karne nahin aye hun.
samrat-to???😕
vishakha-wo maine ek hafte ke chutti le hain.
samrat-great so????ye batane aye hain muzhe.
vishakha-nahin wo...ah...wo...
samrat-hmmm...wo...???he smiled...
suddenly his phone rang..
it was rohan-samrat jalde ghar pahuncho.
samrat-kya hua????
rohan-sammy aye hain ghar.
samrat-kya????and he cut the phone.
samrat-sorry vishakha,i have to go.
vishakha-but...
samrat-sorry baby later...and he left.
vishakha said-baby?????????????????????????😕 😆
he went to home...
he saw maithali,abhendra and sammy there.
sam-hey gran pan...she hugged him.
samrat-hi sam.
everyone was there,teena didn't knew them but she was guest so she didn't asked.
abhay-ruka,rohan and dad(Samrat)mere saath aye please.he saw rahul and nodded.
rahul-chalo sam tumhe ghuma kar laate hain.
sam-but i don't want to.
maithali-sam hum aapse keh rahe hain na,jaiye.
he and teena went with sam for a ride.
in samrat's room.
samrat-baat kya hain abhendra??
maithali-dad,hamein ek aadmi ka phone aaya tha.wo keh raha tha ke..
abhay interrupted
abhay-wo keh raha tha ke hamari family ko aur aapko khatra hain kise pureblood se.
samrat-pureblood?????but purebloods mudbloods se dur rehte hain.
ruka-haan viraj ne bataya tha ke purebloods mudbloods ko chuna bhe pasand nahin karte aur mudbloods ke muqable purebloods 20010 times powerful hote hain.
abhay-exactly,usne sirf itna bataya ke tamuka vansh ka koi jagdeshwar hamein maarna chahta hain,specially aapko.
samrat-par muzhe kyun????
maithali-hum bahut chintit hain,agar sam ko kuch ho gaya to.
rohan-sam ko kuch nahin hoga,hum sab use protect karenge.
samrat-sirf ek call...number trace kara.
abhendra-haan kiya tha,number yahe ke kise std ka hain.
samrat-kaun ho sakta ho?????
samrat-suno tum sab,mein is problem ko solve kar dunga,don't worry.aapko chinta karne ke koi aawashakta nahin hain.ye bhe to ho sakta hain kise vampire ne hamare saath parihaas kiya ho.
ruka-usko apne jaan pyaari nahin hain kya,aapse,wo bhe aapse parihaas,muzhe nahin lagta.
samrat-tum log chinta mat karo,sam mere protection mein hain.kuch nahin hoga use.aap dono relax karo.
in himachal...
jagdeshwar in maurya's house..
jageshwar screamed-aaa...
jag-kahan hain wo log???
vamp-pata nahin mahraj,muzhe to yahe ke jaankari mile the.
jag-iska matlab hain ke koi aur chandragupta ke madat kar raha hain,pata lagao,pata lagao ke koi khuran to hamare beech bhediya ban kar to nahin reh raha hain.
vamp-jee maharaj,mein suraksha badha deta hun.
in vishakha's home.
vishakha phone rang
vishakha-hello
shashanka-hello inspector,ah you wanted samrat's biography,to kya aap abhe mil sakte hain muzhe mere ghar par.
vishakha-sure mein aate hun wahan.
in evening...
vishakha-jee dr.
shashanka-ye rahe saari detail including photograph.
vishakha first saw detail...
name-samrat maurya
father's name-vishnugupta maurya
mother's name-mura maurya(oh the irony of it😆)
brother's name-rohan maurya
and then she saw photograph and she got the biggest facepalm in the history of it...she was terrifically shocked.😳 😲
vishakha-ye ye...
shashanka-koi problem doctor?????
vishakh-nahin kuch nahin...ye sab kya ho raha hain.ye ye to samrat ke photo hain.
she in her car.she called samrat.
samrat-oh hi...
vishakha-can i meet you now??????
samrat-now????
vishakha-i have very important stuff to talk about.
samrat-meri jassosi to nahin kar rahe ho na.😡
vishakha-oh you bet...jalde aao.
samrat-are par kahan??????
vishakha-ah...tumhare hospital.
samrat-okay but it should be important.
vishkha-yeah baby its important and she cut off the phone.
samrat-baby?????????????????????????????????😕
he turned around and saw sam and rahul had a grin on there face.
rahul-hmmm...kaun the ye???
sam-is she cute?
rahul-is she sexy?
samrat-what?what are you talking about?
sam-are ab aap dating kar he rahe hain to chipana kaisa😃
samrat-mein aur dating,sammy tumhare nutbolts theek hain na.
rahul-haan bhai ab to hum he paagal dikhenge,waise pyaar mein to pure duniya paagal lagte hain.
samrat-sammy tum jao,zara muzhe rahul se baat karne hain.
sam-oh dude,you are so over and she ran off.
rahul-are lord mein to mazaak kar raha tha,aap ise itna seriously kyun le rahe hain.
samrat-rahul sam ke protection ke zimmedari tumhare hain.
rahul-kya??sam ko kisse khatra hain.
samrat-wo tumhe rohan samzha dega,bas ye yaad rakhna ke sam ke bodyguard ke tarah ho tum.
rahul-aap chinta mat kijiye,sam ko kuch nahin hoga and he left.
samrat thinks-ye vishakha ne muzhe kyun bulaya hoga???ab wo police hain,jaana he padega.waise wo bahut tasty hain,soch raha hun thoda blood share kar he lun,wait???what???i am actually saying these words?????omg what is wrong with me?????? am i in love????? nah...and he left to meet her.
randheer on his phone...
randheer-aap kab aa rahe hain???
man-do din baad.
randheer-hmm...tab tak vidhisha ka kya karun????
man-aap unhe rehne dijiye,ab to chandragupta he decide karega ke wo phir se vidhisha ko apne zindage mein waapas chahta hain ya nahin.and he left the phone.the man started thinking about old days.
flashback...
saket-shashikala,aap ye nahin kar sakte.
shashi-ham apne putra ke raksha he kar rahe hain.
saket-aapko pata hain na ke aap apne jaan dene jaa rahe hain,mura samzhaye na inhe.
mura-mahisi aapke paas koi dusra marg awashya hoga.
shashi-hamare paas aur koi marg nahin hain,hamein apne putra ko us dusht se bachana hain.
saket-aap apne jaan to de rahe hain par aap hamare baare mein nahin sochte aur koi aur bhe hain jise aapke mrityu se apaar dukh hoga.
shashi-ham jaante hain,aap sab dukhe ho rahe hain,par us dush ke taakt visphotak hain,vidhisha aur CHANDRAGUPTA uska saamna nahin kar payenge.(thats right guys,our chandu was a pureblood vampire)
shashi-mura hamare jaane ke baad tumhe chandragupta ke aise jagah le jaana hain jise kise ko ye abhaas na ho sake ke wo kaun hain,chandu to apne saare yaadein bhool jayega,par kam se kam wo ek naya jeevan aarambh kar sakega,ak insaani jeevan,jahan dukh to hote hain par badlaaw ke sambhavana bhe hote hain.
mura-mein ye kaise...
shashi-nahin mura tumhe ye karna he hoga.hamare bete ke bhavishya ke liye.
saket-aap jaante hain na ke ek baar chandragupta ke maanav ban jaane se khuran se uska naata tut jayega,uske koi khuran sahayta nahin karega,na he aarthik aur na he saamazik.
mura-mere paas to hamesha se kaashapano ka abhaav raha hain,mein kya khilaonge chandu ko.
shashi-agar chandu bina kuch khaye mrityu ko prapt hota hain to wo uske kismat hoge par ham use jagdeshwar ke haaton nahin marne denge,mura ab aap ja sakte hain,she left.
saket-kya aap chahte hain ke vishnu ko mein ye sab bataun????
shashi-aap unhe kuch nahin batayenge,waise he unke upar itne kasht hain,hum unhe apne mrityu pe aane ka koi nimantran nahin dena chahte.
saket-par wo hamare har sukh dukh mein hamesha saath rahe hain aur wo bhe sirf aapke wazah se.
shashi-vishnu hamare jeevan ka anmol hissa hain,unhe hum aur dukhe nahin kar sakte.
saket-par jab wo yahan ayenge to mein unhe kya jawaab dun,chandragupta ka naam bhe to unhone he rakha tha,aur phir mein kya kahunga unhe.
and the he gets up to go for hunt...
do tell guys do you like it?