Kya bakwas tareeka tha cheif queen ko choose karne ke liye š.
.
.ek to yeh dadi ki nandini ki taraf biased nature irritating lag raha hai š¤¢...mana ki uski bahut seva karti hai ...to bhai leja sath apne ...piplivan me khub per dabvaiyo š
.
.
Durdhara ko contest me nhi liya ...arhh š”...vese truth kisi ko nhi pata ki chandra ki cheif queen kon thi ...par popular beliefs ke according durdhara thi ..uske death tak ...aur yahan usko participate bhi nhi karne diya ..ek silly reason ke sath .gajjabš.
.
.
1st round ...fight ...gajjab ...ek taraf dikhate ho ki us time females ko fighting nhi shikhayi jati thi ...aur ab inhe better warrior chahiye as chief queen š.
.
.
2nd round itna biased tha ...helena ke foreigner hone ki weakness ke basis pe tha .
.
3rd bhi kuch esa hi tha par chalo ..vo way better round tha ...ese hi political knowledge ke basis pe hona chahiye ...par fir sawal uthta hai ..ki ladkiyon ko pehle padhate likhate hain nhi ...par cheif queen padhi likhi chahiye ...gajjabš.
.
.
4th round ...thoda democratic round ...par voters family members hi nikle...kya dadi ko itni bhi akal nhi hai ...ese to family dispute bhadhinge ...khulam khulam reject kar rahe hain ek dusre ko ...ye to hatred bhadhaigi family me š.
.
.
Akhri me chandra ke paas hi aya mauka ...in reality ..king hi choose karta hai ...pata nhi yahan kya drama chal gaya š.
.
.
Aur nandini ko ku lagta hai ki ..chandra ne ek raja ke according galat decision liya hai .. .nandini to vese bhi jane hi vali hai ...usko jita kar kya karna ...chandra ne bilkul sahi fesla liya tha ...
Janta hoon isse janta me dispute felingi ..yeh chandra ne ku nhi socha ...well usne long term planning ke bare me socha tha ...temperory problems sehni padti hai taki future ki long term success pane ke liye.š
.
.
Vese in sab ki kya jarurat thi ...
Jese chandra magadh ka raja bana ...vese hi helena bhi magadh ki rani bani...usne bhi bahut kuch kiya tha maurya empire ke liye ...jese chandra ne nand vansh ko hara kar raja bana vese hi helena ne bhi nand vansh ko harane ke baad hi rani bani ...vo yuhi nhi bani thi rani jese nandini ban gayi ..sirf raja se shaadi karke š...well nandini se jyada to durdhara ne kiya hai ...uper se vo maurya vansh ko age bhadhaigi. ..magadh ko uska utara-adhikari dene vali hai ...
.
.
I just hate this concept ...raja ki patni rani ...samrat ki patni samragini š.
.
Fir esa ku nhi hota ki ...naukar ki patni naukrani ...das ki patni dasi ...š