Originally posted by: mmroyalkaterick
Kalyan ho Indrajeet. Apne priya mitra ko yeh such it kar do koi unka vaagdaan/Vivah Rajkumari Ahankara ke sath nahi ho sakta. Aur yeh subj samvad bhi do ki Justin aur Noir ka satya prakashit hone par abhi Siamak magadh ki sinhasan ki uttaradhikari nahin ho sakte...abhi keval Rajkumar Sushim he agradhikari hai jab tak Ashok ka satya samne nahin as Jata.