"Pyar? Pyar dosti hai, aur agar woh meri sab say achi dost nahin ban sakti to mein ussay kabhi pyar karhi nahin sakta" – Rahul/SRK in KKHH
"Pyar sirf ek bar hota hai aur shaadhi bhi ekhi baar hota hai" - Rahul/Shah Rukh KKHH
"Babuji ne kaha gaon chod do. Sabne kaha Paro ko chod do. Paro ne kaha sharab chod do. Aaj tumne keh diya haweli chod do. Ek din aayega jab woh kahega duniya hi chod do" - SRK in Devdas
"Aaj, aaj ek hasi aur baat loo, aaj ek dua aur mang loo, aaj ek aansoon aur peeh loo, aaj ek zindagi aur jee loo, aaj ek sapna aur dekh loo, aaj, kya pata ... kal ho na ho"- Aman/SRK in KHNH
"Don ke dushman ki sabsey badi galti yeh hai ki woh don ka dushman hai"-SRK in Don
"Mujhe jungli billiyaan bahut pasand hai"-SRK in Don
"Bade bade deshon mein, aisi choti choti baatein hoti rehti hai" - Raj/Shahrukh Khan –DDLJ
"Rahul..Naam toh suna hoga?" - Rahul/Shah Rukh Khan in DTPH
"Itni shidaat se main tumhe paane ki koshish ki hai, hi har zaare ne mujhe tumse milane ki saazish ki hai"-SRK in OSO
I love you K...K...K...Kiran- SRK in Darr
"Tere dil mein meri saason ko panaah mil jaye, tere ishq mein meri jaan fanaa ho jaye" – Zooni/Kajol in Fanaa
"Dur humse jaa paoge kaise, humko bhool paoge kaise, hum woh khushbu hain jo saanson mein utar jaaye, khud apni saason ko rok paoge kaise" - Aamir in Fanaa
"Adhoori sansein thi dhadkhan adhoori thi adhooren hum, magar ab chaand poora hai falak pe aur ab pooren hai hum" - Aamir in Fanaa
"Suna hai pyar mein neend udh jati hai, kaash humse bhi koi mohabat kare, yeh kambakht neend badhi aati hai" - Aamir in Fanaa
"Rehan aapse jitna pyaar karta hain, utna pyaar aap Rehan se nahi karte"- Ali Haji/Rehan in Fanaa
"Koi pyaar kare toh tumse kare. Tum jaise ho waise kare. Koi tumko badalke pyar kare to woh pyar nahin sauda kare. Aur saheba pyar mein sauda nahin hota - Kim Sharma in Mohabatein
"Dosti ki hai--nibhani toh padegi" - Prem/Salman Khan in Maine Pyaar Kiya
"Nafrat hai tumhe apne aap se, apne zindagi se, apne nakamiyaabi se." - Rhea/Preity Zinta in KANK
"Is ghar mein main mard hoon, main arjun ki ma nahin bansaki kyunki mujhe uska baap bana para"-Preity in KANK
"Yeh jism pyar nahi janta ,ye janta hai sirf bhook, jism ki bhook"- Bipasha Basu in Jism
"Jindagi mai jab time kam ho tab double jeene ka"-Munna Bhai/Sanjay Dutt
"Koi bhi des perfect nahi hota hai. Usko perfect banana parta hai." - Siddarth in RDB
"Grandfather was right. When you come to India, it's love at first sight."- Sue in RDB
"Master gogo tumhari aankhen nikal ke ghotiye khehle ga" - Crime Master Gogo/Shakti Kapoor in Andaz Apna Apna
"Tension Nahee Lene Ka Bhai apun hai na "- Circuit/Arshad Warsi in Munnabhai MBBS
"Agar tu ladki ko izzat dega, to ladki tujhe apna izzat degi"- Bhagam Bhag
"Dil garden garden hoyaga"- Gulshan Grover in International Khiladi
"I like italian? I love italian! Italian is in my blood!"-Suhaan/Salman Khan in Jaanemann
"Yeh Kabira Speaking mast naam hai"- Paresh Rawal in Hera Pheri
"I can talk english, I can walk english, I can laugh english, because english is a phunny language."-Amitabh Bachchan in Nakam Halal
"Hum jaha pe khade ho jaate hein, line wahi se shuru hoti hai" - Amitabh Bachchan in Kaalia
"Rishtey mein to hum tumhare baap lagte hain, naam hai Shahenshah" - Amitabh Bachchan in Shahenshah
"Tumhara naam kya hai, Basanti? -Amithab Bachchan in Sholay
"Chal Dhano! Aaj teri Basanti ki izzhat ka saawal hai" – Basanti/Hema Malini in Sholay
"Basanti, In kutto ke samne mat nachna" - Veeru/Dharmendra in Sholay
Kitne aadmi the? - Gabbar Singh/Amjad Khan in Sholay
"Kutte! Kamine! Mein tera khoon pi jaaonga!- Veeru/Dharmendra in Sholay
"Mere paas paisa hai, bangla hai, gaadi hai, kya hai tumhaare paas? Mere pass MAA hai!" - Shashi Kapoor in Deewar
"Mooche ho to Nathulal jaise ho….warna na ho"– Amithab Bachchan in Sharabi
"Mogambo khush hua!"- Amrish Puri in Mr. India
"Kaun kambakht bardaasht karne ko peeta hai? Main to peeta hoon ke bas saans le sakun."- Dilip Kumar in Devdas
Helpess victim: "Bhagwaan ke liye mujhe chhod do!"
Shakti Kapoor : "Aaare bhagwaan ke liye chhod doon to mai kya karoon? prasaad khaoon?"
-Haramzade, kuttay, kameenay. Main tumhe jaan se maar daloonga.
-Bhagwaan. Maine aaj tak tumse kuchh nahin maanga. Aaj pehli baar
-Main tumhare bacche ki maan banne waali hun
-Mai gareeb hoon na, isliye ?
-Tum mere liye mar chuke ho.
-Main tumharay bina mar jaoongi
-Tum kisiki najayaz aulad ho.
-Thairo! Yeh shaadi nahin ho sakti !
-Itnay paisay tum kahan se laaye?
-Bacchhhaaaaaooooo.....
-Yeh anyay hai bhagwan
- Kya isi din ke liye tujhe paida kiya tha?
- Aiye ji sunte ho..Aap bade woh hein. *blush*
- Ghar mein do javaan betiyan hain
- Lo...muh meetha kar lo
- Aaj pinky ka janam din hai
- Ma, tum kitni achchi ho
- Aaj mein bahut khush hoon (usually to be followed by a tragicturn of events)
- Arre isse to tez bukhar hai
- Hato naa, log kiya kahengay
- khabardaar joj mujhay haat bhi lagaya
-Ab tumari maa hamare kabze main hai
- Driver, gaadi roko
- Ek baar mujhe maa keh kar pukaro beta
- Yahan teri izzat bachane koi nahi ayega
- (hero/heroine opening their eyes on a hospital bed) Main kahan hun?
- "Maa main first class first pass ho gaya hu" followed by the jug jug jiyo beta
- Doctor: "Ab Sab oopar waale key haath mein hai"
- Rich father to son: "Ek phooti kaudi nahin doonga" -
- The villian's sidekick: "Boss! Maal pakda gaya"
"
Pls choose ur favourite lines from this list or if u want to add some more lines then go ahead.
680